Molvi Shahab Ka Tota
1 Molvi Sahab Ka Tota (Parrot)
Daily 1 Shakhs Ko Ye Kehta Tha K : “O Beghairat”
Us Shakhs Ne Molvi Se Shikayat Ki Molvi Ne Totey Ko Danta
Agley Din Jab Wo Shaks
Qarib Se Guzra To Tota Kuch Na Bola Thora Aagey Ja K Us Ne Peeche Mur K Dekha
To Tota Hanste Huwe Bola:
“Samaj To Tu Gaya Hoga”…
by Pak101.com (few years ago!) / 1446 views
Similar Jokes
Beemariyan With Songs:
1. Jiya Jalay Jaan Jalay = FEVER.
2. Tarap Tarap K Iss Dil Say Aah Nikalti Rahi = HEART ATTACK ..
3. Beri Jalayilay Jigar Say Piya Jigar Main Bari Aag Ha = ACIDITY .
4. Aankho Ki Gustakhyan Maaf Hon. MOTIYA .
5. Tujhay Yaad Na Meri Aayee Kisi Say Ab Kia Kehna = MEMORY LOSS .
6. Man Dolay Mera Tan Dolay = MIRGI .
7. Juda Hoke Bhi, Tu Mujh Main Kahi Baki Hai = LOOSE MOTION .
8. Jhalak Dikhlaja 1 Baar Aja Aja Aja Aja Aja Aaaaaaaaajaaa = QABZ. :D :p
by Mazhar Khan (few years ago!)
2 aurton ko 20 saal ki saza mili 20 saal ek sath jail me guzaar kar jab dono riha hui to dono ne muskurate hue kaha
Chalo ab baqi batein ghar phnch kr krte he :P
by Pak101.com (few years ago!)
1st Behra:
Kya Tum Mumbai Ja Rahe Ho?
2nd Behra:
NaHi,
ME To Mumbai JaRaha Hu
1st Behra:
Accha,
ME Samjha Tum Mumbai JaRahe HO.!!
by Pak101.com (few years ago!)
1 Road pr koi mar Gya tha.
Rush lagne ki waja se 1 sardar ko Dekhne Ka Moqa Na Mila to
sardar bola
HAT JAO YE MERA BAAP He
lash larki ki thi
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Kya kar rahe ho?
Man: Makkhiya maar rha hu.
Wife: Kitni mari?
Man: 3 male aur 2 female.
Wife: Kaise malum?
Man: Kyonki 3 daru ki botal se chipki thi or 2 phone se...
by Pak101.com (few years ago!)
Teri zindagi me koi gam na ho,
teri khushi kbi kam na ho
dua hai tujhe mile aik pyari si dulhan
jis ka wazan 3 maan se kam na ho.
by Sabir shah (few years ago!)
HIS IS A CLASSIC ::
Santa ne facebook pe apna account banaya
aur apni WALL pe likha :
“Yaha thukna mana hai”
by Pak101.com (few years ago!)
do Bandar kishti ma sawaar thy,,
aik ne kaha:: "yar kishti dagmaga rhi hai, aisa na ho k doob jaye"
dosray ne jawab diya:: "doob jany do yaar waise bhi kambakht ne kiraya bht lya hai"
hahah
by WAQAR (few years ago!)
Ek bar ek ladka samosa ke bich ke aalu ko kha raha tha aur bahar ke hisse ko phek raha tha.
Dushra dost usse poochta hai ke tum samose ke sirf aalu ko kyun kha rahe hoo?
Pehla: Doctor ne mujhe bahar ke chejo ko khane se mana kiya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Q: What's the difference between the Chesapeake Bay and a blonde?
A: The Chesapeake Bay is losing its crab population.
by khalid hussain (few years ago!)