MOM: Beta insan ki jaan kahan sy nikalti hai?
MOM: Beta insan ki jaan kahan sy nikalti hai?
SON: Khirki sy?
MOM: Woh kaisay?
SON:Kal jab aap ny Bel di tou Papa ny sath wali
Aunty sy kaha
" JAAN TUM KHIRKI SY NIKAL JAO".
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 954 views
Similar Jokes
Teacher: Aaj pehli bar tum class mein
baaten ker rahey ho, Humesha
tum nazren jhuka ke mere lecture sunte thy.
Madam: Aaj Mera SMS package khatam ho gaya hai :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Gabbar ne sholey film me thakur ke haath Q kate the nahi pata Q ki thakur Gabbar ko sms nahi karta tha baki samajhdar ko ishara kafi hai
by Pak101.com (few years ago!)
Sara:
Kya apko pta hy?
Books saamne rakh k b na prhne wali bemari
Ka kya nam hy?
Chaudhary: aahoo!!! Begherati
by Abdul Hannan (few years ago!)
ustaad shagird se batao ye kon sa zamana hay,woh chal raha hay,tum chal rehy ho,hum sab chal rehy hain. Shagird, janab jaloos ka zamana.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ladka : jaaneman is dil me chali aao
Ladki : chapal nikali kya?
Ladka : pagli, ye koi mandir nahi hai, aise hi aa jao.
by Pak101.com (few years ago!)
jab reshman jawan the
tb hum bache the
ab jab sheela jawan hai
to hum buhre ho gaye
qaim ali shah ro pare interview de kar sindh me
by Abdul Sami (few years ago!)
Santa:dr.shahb 2 sal pehly mujhe bukhar huwa tha
dr:tu ab kia huwa
santa:ap ne nahane se mana kia tha ab naha lun
by Sabir shah (few years ago!)
Santa class me haans raha tha,
Ek ladka bola : Stand UP, kaun ho tum?
Santa : Tum kaun ho?
Ladka : Mein monitor hu
Santa : Te phir mein CPU hu!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Two blondes walking down the street. One reaches into her pocketbook for a make up compact and looks into the mirror. "This picture looks like someone I know" she says. The other one has a look and says, "Of course dummy, it's ME...."
by Pak101.com (few years ago!)
Paani mein Whiskey milao toh nasha chadta hai,
Paani mein Rum milao toh nasha chadta hai,
Paani mein Brandy milao toh nasha chadta hai,
Saala paani mein hi kuch gadbad hai
by Pak101.com (few years ago!)