Heere ki terha chamk rhe hain
Sonu- Abe Dekh Mere Daant..
Kaise.. Heere Ki Tarah Chamak Rahe Hai..
Monu- To Mere Kaun Se Kam Hai.
Ek Dum.
Sone Ki Tarah Peele Hai..
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 631 views
Similar Jokes
Santa asked his frend,"kya tumharay underwear mein suraakh hain?"Frend replied "No"Santa said,"tou phir taangain kahan sey daalta hai saalay..."
by Pak101.com (few years ago!)
Ek jahaz mein teen aadmi safar ker rahey they. Ek amreeki, ek arbi or ek pakistani.
Amreeki ney jaib sey paisey nikaley or jahaz sey neechey gira ker kehney laga, “Hamarey mulk mein daulat ziada ho gyee hey”
Arbi ney sona phenk diya or bola, “hamarey mulk mein sona bohat ziada ho gaya hey”
Pakistani sochney laga key mein kia karon, phir us ney dono ko jahaz sey dhakka dey diya or ooper sey cheekha, “hamarey mulk mein aadmi bohat ziada ho gyey hein”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Judge:suna hai ap ne apni bv ko 15 sal se dara dhmka kar rakha howa hai.
Admi:wo darasal...
Judge:safai ki zaroorat nai tareeqa btao.
by Sabir shah (few years ago!)
Santa : Cheel ko English main Kya Kehte Hain.
Banta : Eagle
Santa : Agar cheel bimar ho jaye to? Banta : Illeagal...
by Pak101.com (few years ago!)
A Tiger was giving wedding party to his frnds..
A Cat came there and danced.
Tiger asked who r u ?
Cat said: I was also a Tiger before my marriage.......
by Tanveer Hussain (few years ago!)
life me kabhi serious na hona
tention na lena
always find time 2 laugh
varna log kahenge ghor kalyug aya he aj kal
CARTOON b nahi haste
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Darya k kinare 2 Sardar Chammach se darya me Dahee dal rahe thai.
Pathan ne dekha to pocha:
Khoocha ye kia kar rahe ho?
Sardar: Ham Lasi bana rahe hain.
Pathan: ha ha ha....
O pagal ka Bacha log itna Lassi tumhara Baap Piye ga??...
by Abdul Hannan (few years ago!)
Dil hai to pyar hai, pyar hai to ishq hai,
Ishq hai to mohabbat hai, mohabbat hai to dard hai,
Dard hai to zandu balm hai aur
Zandu balm hai to munni badnaam hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Father To Son: If you Dont Pass Ur Exams This Time, Don't Call Me DAD..
After Some Days Father: How Is Ur Result?
Son: Sorry Shaikh Sahab.. Main Fail ho gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Tajmahal ko dekh ke bola Shahajahan ka pota,
.
.
.
Aaj hamara bhi bank balance hota
.
.
.
.
.
agar Daddu aashiq na hota..
by Pak101.com (few years ago!)