Student
Student Poetry
"Ham ne suna tha ke zindagi emtihan laiti hay"
.
"Yahan tu emtihano'n ne zindagi le li hay"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 1034 views
Similar Jokes
Mareez : Doctor Sahib Ye Dawa To
Kahin Se Nahi Mil Rahi
Pathan Doctor:
0oo Ho..Dawai Likhna To Hum Bhol Hi Gaya Ye To Hamara Signature He
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ne banta se kaha, Bahar dekh subah hui ke nahi.Banta... Janaab, abhi bahut andhera hai.Santa bola saale,kaamchor, torch jga ke dekh.
by Abdul Sami (few years ago!)
Girl- Dadiji Aapke Time me 10-10 Bacche kyu hote
the?
Dada- Hamare time me Bijli nhi hoti thi...
Raat ko kaun aaya, kaun gaya malum hi nahi padta
tha!! :D :P :->
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Shohar:ye hipnotize karna kia hota hai?
Bv:kisi ko apne qaboo me kar k marzi ka kam karana.
Shohar:chal jhooti use to shadi kehte hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Gahak: (doodh waly sy)
Tumhari gaay kita doodh deti he
Doodh wala: 5 kilo
Gahak: is main say kitna bech letey ho?
Doodh wala: yehi koi 12 kilo
by Pak101.com (few years ago!)
Highway Par Police Ne Khan Ko Pakad Liya Aur Pucha.
Police: “Aap 180 Ki Speed Se Kyu Ja Rahe Ho?”
Khan: “Sir, Aap Logo Bhi Kamal Karte Ho Khud Hi To Board Pe Likha Hai – Yaad Rakhe Ghar Pe Koi Aap Ka Intzaar Kar Raha Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Maalik: Tum bathroom mein kyu ghus aaye, Kya
tumhe pata nahi tha ki mein naha raha hoon?
Naukar: Hazur galti ho gayi, mein samjha tha
begum sahiba hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ladka to bhagwan:-bhagwan
mere ghar se canada tak road bana do.
Bhagwan - yeh to kabhi nahi ho skta.
Ladka:-fir mujhe 1 aisi ladki se
mila do jo sirf mujhe hi pyar kare.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Bhagwan:- beta road"single"banwani hai ya"double" :
by Pak101.com (few years ago!)
GIRL stands for
G: GOSSIP mai sab sai agay
I: INNOCENT sirf shakal say
R: RONAY ki machine
L: LARAYI mai sab ki maa
by Mazhar Khan (few years ago!)
Rahul Gandhi: Mom Apki Wajah Se Meri Shadi Nahi Ho Rahi
Sonia Gandhi: Kyon?
Rahul: Har taraf Likha Hai Sonia Ko Bahumat Do
by Pak101.com (few years ago!)