ry karo ke umar qaid ho
Qatil: Try karo ke umar qaid ho jaye maga saza-e-mot na hojay
.
Pathan Lawyer: Tum fikar mat karo
.
After Case
Qatil: Kya howa?
Pathan: Boht mushkil se umar qaid howi, warna adalat tu reha kar rahi thi
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1110 views
Similar Jokes
Santa ek ghar ke niche su su kar raha tha ,uspar ek Aurat boli “dikhta nahi diwar hai>:O” ,
Santa bola : thoda side se dekho dikh jayega :D heheh
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Raat ka time jab Munna aur Chinkie apnay bed room mien so rahay thay to phone ki ghanti baji.
Voice: Aray doctor sahab jaldi aayeay! Meray betay nay blade kha liya hai.
Munna abhi jaanay k liye tayyar hi hota k dobara phone aata hai.
Voice: Doctor Sahab! Aab aanay ki koi zaroorat nahi, meray husband ko shave k liye doosra blade mil gaya hai
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Main teri Maa Hoti Tou Main Tujhy
2 Din Main Sudhaar Deti …
Student: Madam, Kal Tak Main Apne Papa Sy
Mashwara Kar k Bata Doonga … ;->
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wife Husband Se : Woh dekho ladka mujhe smile de raha hai....
Husband : Smile nahi de raha jab maine tmhe pehli baar dekha tha to mere bhi hansi nikal gaye thii....
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Shyam: Surjit bhai apne ghar ke bahar kyun khade ho aur yeh chot kaise lagi?
Surjit: hua yun ki…
Shyam: Kitni bar kaha hai ki logo se jhagda mat kiya ker, kambhakat ne maar kar tera bura haal kar diya hai, bura ho uska, kide pade use
Surjit: bas bas mein apni patni ke bare mein aur galat batein nahi sun sakta.
by Pak101.com (few years ago!)
Wo kehti hai k Bhool jao Mujhe....!
Mei usey kaisey smjhaun k mene Ratta nhi Lagaya,, Mere Concepts clear hain
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar told his servant:
Go and water the plants. Servant
it’s already raining. Sardar: So what?
Take an umbrella and go.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Chor Ne Apni Mangetar Ko Gold Ka Set Diya.
Mangetar (Khushi Se):
“Jaan Is Set Ki Qeemat Kya Ha?”
Chor:
“3 Saal Qaid aur beshmar littar.”
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Hum To Udti Chidya K Bhi Par Gin Lete He,
Santa: Is Me Mushkil Hi Kiya Hai
2 Hi To Hota Hein
by Pak101.com (few years ago!)
Baap 6 saal ke bete se:” So ja beta nahi to bhoot aa jayega..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Beta:” Aap logo ko to bas ROMANCE ka bahaana chahiye,
Chahe bachhe ki fat jaye bhoot ke
naam se…
by Mazhar Khan (few years ago!)