Main teri Maa Hoti
Teacher: Main teri Maa Hoti Tou Main Tujhy
2 Din Main Sudhaar Deti …
Student: Madam, Kal Tak Main Apne Papa Sy
Mashwara Kar k Bata Doonga … ;->
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1128 views
Similar Jokes
Aik sardar ne apne boss ko sms kia keh wo bemar hai
boss replys"\’jab main bemar tha to main ne apni biwi ko kiss kia tha to main theek ho gia tha tum b try karo\’
2 hours later sardar boss ko dobara sms karta hai keh \’your wife was very sweet\’
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Beta bapp sey papa mai shaadi karna chahta hoon
bapp muskara kar beta kis sey karna chahte hoooo
beta Dadi sey
baap sharam nahi ati meri maa sey shaadi katna chahte ho
beta ap ko sharam nahi ayi ap ney meri ma sey kyu shadi ki
by Pak101.com (few years ago!)
Admi:Yar ye AAHO kon Log bolty h
Sardr:Bhai ye Jo PeNdu unParh jahil Gawar LoO hoty h wo Bolty H
Admi:Acha Aap Parhy Likhy HeN
Srdar:AaHo
by Mazhar Khan (few years ago!)
Shohar Biwi se: Ye kya tum ek aur suit le ayi? Abi parso hi to..
Biwi chilla kar boli: Kya kaha ?!!
Kya parso?
...
Bolo ...
Kya kha tumne?
Kya parso, parso kya, bolo jaldi !!
Batao kya parso ?!
Shohar: Kuch nai, main bas ye keh rha tha k parso bhi ek hi suit layi thi,
aaj 2 le aati
by Pak101.com (few years ago!)
Boss to Secretary: For a week we'll go abroad.
She calls her Husband: For a week I & boss going abroad.
Husband calls Girl-Friend: Wife going, let's go for outing.
Girlfriend calls her student: For a week you are free.
Little boy calls his Grandpa: I'm free.
Grandpa(Boss) calls Secretary: Tour cancelled.
by Jawad Ali Mirza (few years ago!)
A phatan joined Army & was given a Gun.
Phatan: Sir, is ki naali apni taraf rakhun ya dushman ki taraf?
Major: kisi bhi taraf rakh le faida mulk ka hi ho ga
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pandit: Bhagwan, agar tum muje 100 rupe do, to 50 rupe main mandir me dunga.
Thodi dur ja k Pandit ko 50 rupye mil gaye.
Funny Pandit: Wah Bhagwan, itna bhi bharosa nahi, apne paise pehle hi kat liye...
by Pak101.com (few years ago!)
Papu:me so so 6 baje karta hun aur potty 7 baje.
Docter:to is me masle wali kia bat hai?
Pappu:me uthta 8 bje hon
by Sabir shah (few years ago!)
8 Batain Kisi K Dil Main Ap Ki Izzat Barha Sakti Hain…
1) SALAM Krna
2) Kisi Ko Jaga Daina
3) Asal Naam Say Pukarna
4) Bila Wajah Behas Na Krna
5) Doosray Ki Baat Bhi Tahamul Say Sunna
6) Apni Ghalti Tasleem Karna
7) Bina Puchay 03151234567 Pr
Rs.50 Ka Eazy Load Karwana
8) Point Numbr 7 Pay Zyada Tawjjo Daina.. :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Karachi walo ki hoshiari to dekho: .
Karachi main roads pe CCTV cameras install kiye gaye.. .
Aj subha k waqt Police Control Room ko phone aaya: .
"Sir, zara BRUNS ROAD walay CCTV mai dekh k btao k HALWA PURI walay ki dukan khul gayi he k nai..
by Mazhar Khan (few years ago!)