Gurdware waleyaan ne eh elaan
Gurdware waleyaan ne eh elaan kita hai k
gurdware wich 5, 10, 20, 50, 100, 500 de note nahi
chadaye jange
kyonKi
GANDHI di tind te rumaal nahi hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 785 views
Similar Jokes
Ek pagal khali paper ko bar bar choom raha tha
Doosra pagal: Ye kya hai?
Pahla: Love letter he
Doosra: Magar ye to khali he
Pahla: Aaj kal bol chaal band he :)
by Pak101.com (few years ago!)
ek techer ko susu ke naam par bahout sakht nafrat thi
techer ne students se kaha jab susu aaya to bolna - "AAP aaya hai" ek din student ko PAUTTI aa rahi thi aur wo buri buri shakle bana raha tha, techer "AAP aaya hai" student nahi "AAP ka BAAP aaya hai"
by Pak101.com (few years ago!)
Teac:Ram tumhara ghar banne wala tha aur tumhara bhai bhi aane wala tha?Uska kiya hua?
Ram:Nahi Hua.
Teac:Kiyu?
Ramono mein ek baat commom thi "CEMEN" khatam hogaya!!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sharaabi ki daastaan...
Soch raha hoon ki daaru chhod du..!
Par.....!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kiske paas chhodu.!
sabhi kamine hain,
pee jayege
by Pak101.com (few years ago!)
2 pathano ke darmyan larai ho rahi thi
1st pathan: hum tera kapra phar ke tumko nanga
kar dega.
2nd pathan: Khoca! serious larai mai romantic baat
mat karo
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A pig and a chicken were walking by a church where a gala charity event was taking place. Getting caught up in the spirit, the pig suggested to the chicken that they each make a contribution.
"Great idea!" the chicken cried.
"Let's offer them ham and eggs?"
"Not so fast," said the pig testily. "For you, that's a contribution. For me, it's a total commitment."
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Santa Aur Pathan Pani Peene Gaye To Glass Ulta Pada Tha.
Pehle Santa Ne Uthaya Aur Kaha.
Santa : “Iska To Muh Hi Band Hai”
Phir Pathan Ne Uthaya Aur Bola.
Pathan: “Abe Ye To Neeche Se Bhi Toota Hua Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:2 Mai Se 2 Minus Kr Do To Kya Bcha?
Pathan:Hum Ko Swal Smjh Nae Aya
Teacher:Tmare Pas 2 Rotian Thi
Tm Ne Un Ko Kha Lia Ab Kya Bcha? Pathan:Salan.
by Pak101.com (few years ago!)
Beta: Abbu School Main Aik Bacha Mujhe “LONDE BAAZ” Bolta Ha.
Baap: Sar Phaar Day Salay Ka.
Beta: Nai Abbu.
Bara Chikna Bacha Ha. :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Bar Jan Mang K To Dekho
1 Bar Yääd Kr K To Dekho
Agar Hum Na Aye To Samaj Lena
Shehzada Sutta Peya Ae,
Ty Mobile Silent Ty Vai..
by Pak101.com (few years ago!)