Ek Aadmi Ka Darwaza Zor Se Baja.
Ek Aadmi Ka Darwaza Zor Se Baja.
Woh Ghussay Se Darwazy Per Gaya Aur Bola:
"Kon KUTTAY Ka Bacha Hai?"
...
Bahir Se Aawaz Aai:
.
.
.
Abbu Main Hon "BILAWAL"
by Pak101.com (few years ago!) / 581 views
Similar Jokes
GIRL : Suna he is ghar me Bhoot Pret rehte H
GOLU: Pata nahi Mainto 7 saal pehle mar gaya tha
MORAL :
GOLU ko marne k baad bhi akal nahi aayi
by Pak101.com (few years ago!)
Aajib Hai Nakhre Tere…
Aajib Tera Style Hai…
Naak Pochne Ki Tameez Nahi
Haathoo Main Mobile Hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher-Bhalu can you spell the word blind bird? Bhalu-b-l-n-d-b-r-d! Teacher-where are the two I's? Bhalu-Sir!blind bird does not have eyes sir!
by Pak101.com (few years ago!)
Shaadi main ek SMART ladka ladki se:”aap dance
karogi..:))
.
.
Ladki sharma k boli:”yes …”
.
.
.
Ladka pyar se bola:
.
.
.
.
.
.
.
To phir aapki “kursi” main le jaon didi..??
Girl Shocked- Boy Rocked.
by Mohammad Ali (few years ago!)
What is difference between
bus conductor nd driver...
Ans.Conductor so jaye to kisi
ka ticket nahi katega or
driver so gaya to sab ka
ticket kat jayega...!!
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Me naya FM Radio laya hun ye chalata bahut
achha hai
Santa: Abe ghonchu, mujhe bewakoof mat bana, ye
chalega kaise iske to panv hi nahi hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Gujju premi:darling mere kan me kuch halkasa kuch
narmsa kuch namkin sa kuch mitha sa kaho
Premika:dhokla.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Light chali gai to Pathan ki B.V ne Pathan se bola: Pankha to chala do.
Pathan: Kar di na jahilon wali baat.
Pankha chalega to Mom Batti nahi bujh jayegi?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Father: shaadi bachon ka khel nahi
Son: haan pata hai mujhe,
Father: kiya pata hai?
Son: yahi k shadi badon ka khel hai jo bachon k liye khela jata hai
by Pak101.com (few years ago!)
Eid key agley din do dost aapas mein miley.
Ek dost ney doosrey sey poocha, “Tum ney rozey to rakhey hon gey?”
Doosra dost: “Woh bhayee!, baat yeh hey key beemari ki wajah sey doctor ney rozey rakhney sey mana ker diya tha”
Pehla dost, “Acha eid ki namaz to parhi ho gi”
Doosra dost: “Arey yaar kahan, beemari ney uthna bethna mushkil ker diya tha, namaz kaisey parhta”
Pehla dost: “Acha eid ki sawayyan to khai hon gi”
Doosra dost: “To kia mein eid ki sawayyan bhee na khata? Kia bilkul hi kaafir samajh rakha hey?”
by Tanveer Hussain (few years ago!)