yehi koi 12 kilo
Gahak: (doodh waly sy)
Tumhari gaay kita doodh deti he
Doodh wala: 5 kilo
Gahak: is main say kitna bech letey ho? Doodh wala: yehi koi 12 kilo
by Pak101.com (few years ago!) / 849 views
Similar Jokes
Ek Bachey Ko Exam Me Koi Sawal Nahi Aata Tha
Bachey Ne Hr Ques K Neche
|||||||||||||||
....
.
.
.
.
.
.
.
.
Es Tarha Ki Lines Laga Kar Neche Likh Diya.
Scratch Kar K Answer Parh Lo.
by Pak101.com (few years ago!)
Cat:hw old r u?
Elpnt:5 yrs.
Cat: U luk big.
Elpnt: i m a COMPLAN BOY
cat: i m 20yrs
Elpnt: But u luk small
Cat: PONDS MIRACLE,
BADHTI UMAR MANO THAM SI JAYE...
by Pak101.com (few years ago!)
1st pagal: me aksar khawab me dekhta hon mera aik paion karachi aur dosra lahore hota hai.
2nd pagal:khuwab na dekha karo shalwar phat jae gi.
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar Car Ki Battery Change Karwane Gaya …
Mechanic:
Sahab, Exide Ki Daal Doon ?
Sardar:
Nahin Yaar,
Dono Side Ki Daal De,
Warna Phir Problem Hogi.
by Pak101.com (few years ago!)
I offer my opponents a bargain:
if they will stop telling lies about us,
I will stop telling the truth about them.
by Abdul Sami (few years ago!)
Pathan: yar aj meri jumy ki namaz chut gai
2nd Pathan: wo kesy
Pathan: yr m0lvi sahib ny kaha sub apna apna m0bile of krdy dain mera m0bile ghar tha mai m0bile of kr k wapis aya to jamat ho gai the
2nd Pathan: To Yar tu jaldi ajata na Wapis
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 child wrote letter 2 Shiv g
Dear Shiv
plz mujhe 1 cycle de do
mujhe isaki bhut jrurat h
7 din me cycle n milane par wo mandir gya
or Ganesh ji ki murti utha laya or Shiv g ko letter likha
MR SHIV
Aapka beta mere kabje me h agr apna beta chahiye to kal 12PM mandir k piche cycle le k aa jana
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1st sardar:oye mar gae yaar meri bv aur girlfriend sath sath aa rahi hain.
2nd sardar:arrey me bi yahi bolne wala tha.
by Sabir shah (few years ago!)
Santa Exam Hall Mein Betha Thha.
Paper Bahot Tuff Thha Aur Examiner Bahut Stick Thha Cheating Nahi Karne De Raha Thha,
Santa Ne Examiner Ko Pass Bulaya Aur Uske Kaan Mein Kuch Kaha, Examiner Chup Chap Ja Kar Chair Pe Beth Gaya Aur Vahi Betha Raha.
Sabne Khull Ke Cheating Ki.
Exam Khatam Hone Per Sab Logo Ne Bahar Aaker Santa Ko Hatho Pe Utha Liya Aur Puchha.
Students: “Santa Tune Examiner Ko Aisa Kya Bola Ke Wo Chair Se Uthe Hi Nahi?”
Santa Sharmate Hue: “Mene Bola Thha, Sir Pichhe Se Aap Ki Pent Fati Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Nashili aankho se wo jab hamein dekhte hain,
hum ghabraakar ankhen jhuka leite hain,
kaun milaye unn ankhon se ankhen,
suna hai wo ankho se apna bana leite hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)