Sardar ka faisla
Sardar:me zindagi mei kbi shadi nai karun ga aur yahi mashwara apne bachun ku bi dun ga
by Sabir shah (few years ago!) / 826 views
Similar Jokes
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Ladki se 1 Ladke ne dil manga to ladki ne kaha kal dungi
Next day ladki apne sath bachha lekr ayi or ladke ko de diya kyu?
Dil to bachha he ji
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: What Is The Cost Of Hair Cut? Barber: Rs 20
Sardar: Then What Is The Cost Of Shaving? Barber: Rs 10
Sardar: Oh! Ok Plz Shave My Head!!!
by Pak101.com (few years ago!)
A girl was thirsty.
She saw an ALA-DIN Chairagh beside her
She touched & ordered jin k meri pyas bhujao
JIN: “PEPSI wali ua IMRAN HASHMI wali”? :)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pappu Ek Kagaz Ko Baar Baar Chum Raha Tha Aur Khush Ho Raha Tha Tabhi Ek Dost Ne Pucha Aisa Kya Hai Is Kagaz Mein….
Pappu: Prem Patra Hai Bhai
Dost: Par Ye To Khali Hai?
Wo Kya Teri Hone Wali Bhabhi Gungi Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Raju- Mai Aaj Lakhpati Hu Toh
Sirf Meri Wife Ki Mehrbaani Se
Ramu- Toh Pehle Tum Kya
They ?
Raju- Pehle Mai Carorepati Tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor:
Kaise Ana Hua
Pappu :
Tabiyat Theek Nahi,
seenay me Pain ho
Raha hai ,
Doctor :
Sharaab Peete ho ?
Pappu :
Haan Par Chota glass hi Mangwana...
by Mohammad Ali (few years ago!)
DO MACHER BIKE PAR JA RAHE THE... RASTE ME HATHI NE LIFT MANGI TO MACHER NE KAHA DEKH LE FIR TERI MAA KAHEGI KI LOAFERO KE SATH GHOOM RAHA HAI...
by Pak101.com (few years ago!)
Larki ne namaz parh kar dua maangi
To Maa ne pocha:
Tumne dua main kiya manga?
Larki.
Wohi maanga jo aaj kal har khoobsurat larki ke khwahish hy,
Maa: Aakhir kiya maang liya kuch pata to chale?
Larki: muskuraty huayA
(mubeshir mehmood)
|\(”,)
| ‘..(>
| <|
MAA:
Chal pagli, tera itna acha naseeb kahan.
.
(NOTE) Msg farward kartay waqt name change kar k larki ka naseeb kharab na karain.
by Mazhar Khan (few years ago!)
aik darzi zari store par gya or dokandar se bola,bhai sahib kya gale millein gain. Dokandar, han han bhai kune nahi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)