Shaadi ho gayi
Santa - Apki shadi ho gayi?
Banta - Haji, ek ladki se hui hai.
Santa - Shaadi to ladki se hi hoti hai.
Banta - Nahi ji meri bahan ki to ladke se hui hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 1273 views
Similar Jokes
Once During The Tea Break
Between India And Pakistan Match….
Afridi Wanted Biscuits Wid His Tea…
Inspite Of Asking Sachin For The Biscuits
Who Was Close By To The Biscuits Plate…
He Called Inzy Who Was Standin Far Away….
Why So…?
Socho…..
Socho Socho………
Coz “Haq Se Mango Priya Gold”…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Naukar- Sahab, aap ka kutta to bilkul Aadmi
jaisa lagta hai., kya khilate ho....??
.
.
.
.
.
.
.
.
Malik- Nalayak, wo kutta nahi,
mera beta hai , Engineering kar raha hai aur
aaj-kal Exams ho rahe hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar's Daugher: Abba Kal Hamary ghar se 1 banda kam ho jayega
.
Dosre din larki ghar se bhag gayi
.
Sardar: Larki ne kaam tu acha nahi ki…….. Par thi wo Najoomi
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan is greater than Newton :-
Newton : When we throw a ball in the air, why does it come down??
.
.
.
.
.
.
Pathan : there is nobody in the air to catch it.
by Pak101.com (few years ago!)
Boy wished to girl before exam: Hey all the best
Girl wished: All the best to you too
But girl scored 80 marks & boy failed
Moral: Only boys wish with true heart.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ka shair:
Na Botal main,Na jaar main.
Na hotel main na Bar main.
Na bike peh, Na car main...
Na Ishq mein, Na pyar mein.
Jo maza hy "NISWAR" mein.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Railway station
Railway station par bethe aik mosafar ne railway ke afsor se kaha
agar tamam garian late hain to is bare se time table ka kya faida jo aap ne latkaya hoa hay?”
police officer pehle hi guse main tha or bola.
“agar tamam garian waqt par ane lagi to phir kaho ge is bare se waiting room ka kya faida.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Sardar Kahin Ja Raha
ThaUsne Ek Deewar Par
Parha:“Parne Wala Gadha”
Sardar Ko Bohat Ghussa Aya
Mita Kar Likh Dya:
Likhne Wala Gadha
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Was Driving A Jeep In Jungle
Tourist:
If Lion Comes Very Close To Us
Then How Can We Escape?
Sardar Jee :
Give Right Indicator And Turn Left
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: Sunoji, doctor ne muze aek mahine ke liye aaram karne ke liye kisi hill station pe jane ko kaha hai, ab hum kaha jayenge ?
Husband: Dusre doctor ke paas.......
by Pak101.com (few years ago!)