Ek ek minute qeemti
Waqt Zaya Na Karo.
Ek Ek Minute Qeemti Hai.
Waqt Ki Qadar Us Shakhs Se Pucho Jo.
Bathroom Ki Line Main Khara Ho Aur Andar Wala
Bolay:
"Bus Ek Minute Aur" :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 968 views
Similar Jokes
Larka aur larki 2no hath me hath dal kar ja rahe the
aik sharati bacha aya aur us ne kaha:bhaiya kal wali didi ziyada mast thi
by Sabir shah (few years ago!)
Chinese Larki KO Dekh Kr Mom Boli,
Beta ye Kya Le Aye hO?
Son: Mom Ap Ne khud hI To Kaha tHa k gHr atay huay cheeni Letay Aana
by Pak101.com (few years ago!)
;;YAD RAKHO TO DIL K QAREEB HAIN HAM ;;;SSSSS;;
BOL JAHO TO FASLAY HAZAR HAIN;;
by Abdul Sami (few years ago!)
aik foji train main ja raha tha aur aik police wala samnay baitha tha
police walay nay poocha kay chuti pay ja rahay ho to foji nay kaha haan meri bivi ko bacha hua hai
police walay nay kaha kay kitnay arsay bahad ja rahay ho
foji bola 2 saal bahab
police wala phir to bacha haram ka hua
foji haan main bhee to usko police main bharti kara doon ga
by Abdul Sami (few years ago!)
Teacher To Sharma:
What Is The Full Form Of SINGH?
Sharma Thinks Hard And Says:
Sardar Insaan Nahi Gadha Hai
by Mohammad Ali (few years ago!)
Girlfriend to Boyfriend: Mera ladla, mera pyara, mera chhona, mera gugla. Muj se shadi karoge? Bolo baby, bolo na !
Funny Boyfriend: Tum mujhe propose kar rahi ho ya adopt ?
by Pak101.com (few years ago!)
Kid:aunty ammi ne chini mangi hai.
Aunty.chini dety hue,”Acha aur kya kaha ammi ne?”
kid:agar wo kamini na de to uzma aunti se le aana:-D
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Student Exam Copy Pe Apna Panja Bana Ra Tha
Teacher:
Paper Me To Hand Ki Diagram Ka Ques To Nhi Hai
Student:
Sir Paper Banane Wale Pe
Lanat Bhej Raha Hun.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar wins 20 cr from Rs. 20 lottery ticket. Dealer gave 11cr after deducting tax.
Angry Sardar: “Give me 20 cr or else return my 20 Rs back
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Doctor owr Allah ko khabi naraz mat karna Kionke jab Allah naraz hota hai, tu wo Doctor ke pas bhej daita hai Owr jab Doctor naraz hota hai, tu wo Allah ke pas bhej daita hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)