Pathan
Pathan Baap
Wife: Aap bohut mote ho gaye ho,
Pathan: Tum bhi to kitni moti ho gai ho,
Wife: Mein to maa banne wali hun,
Pathan: Mai bhi to baap banne wala hu…
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 910 views
Similar Jokes
pathan ki girlfriend ne usko message kiya “i miss u”
.
bohut dair sochny k baad pathan nay jawaab diya:
“i student u”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Mareez Muje ajeeb se Bimari ho gayi hai
Jab meri Biwi Bolti hai to mujhe Kuch Sunai nahi
deta
Dr: Ye Bimari nahi hai Aalah ki Maherbani hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan: Aaj mai bus ke peche bhagty howe ghar tak aya hon, owr karaye ke 20 rupey bhi bacha leye.
.
2nd Pathan: Tum boht bewakof ho, Rekshe ke peche bhagty tu 80 rupey bach jaty
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Ek Baar Santa Circus Dekhne Jata Hai.
Toh Circus Mein Ladki Ne Sher Ko Kiss Kiya.
Ring Mastar: “Aap Mein Se Koi Yeh Kaam Kar Sakta Hai?”
Santa: “Main Aata Hoon Na Par Pehle Iss Sher Ko Peeche Karo“
by Pak101.com (few years ago!)
Ek chor raat mai chori karnay ek ghar mai gaya.
Jb wo ghar mai dakhil hoa to daikha tv lounge mai ek khoubsurat larki baithi biscuit kha rahi thi.
Raat ka andhera or tanhai ka aalam
Chor ki niyat kharab ho gai
Us ne larki ko dhakka mar k nechay giraya
Or Biscuit ka packet le k bhag gaya LU ka candy biscuit subko dewana banaye,.
by Pak101.com (few years ago!)
BHIKARI-maine ek kitab likhi hai jiska naam hai
paise kamane ke sau tarike.
Raahgir-to phir bhik kyon maang rahe ho
BHIKARI- YE UN SAU TARIKO ME SABSE AASAN
TARIKA HAI.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Student: Sir Log Urdu English Mein Bat Karty Hain,
Math Mein Kyun Nahi ?
.
.
Sir:
Zeyada 3,5 Na Kar,
9,2,11 Ho Ja,
Warna 5,7 Mar Dun Ga,
6 k 36 Nazar Ayen Gay or 32 K 32 Bahir Aa Jayen Gay,
.
.
Student: Sir G Urdu, English Hi Theak Hai,
Math Wake E Khofnak Subject Hai…
by Mazhar Khan (few years ago!)
santa Ne Khubsurat Ladki Ko Dekh Kar Kaha
santa: Aap Kahan Rehti Hain
Ladki: M G Road
santa: Itni Khubsurat Hokar Road Par Rehti Hein
by Pak101.com (few years ago!)
DO sardar jungle main ja rahy thay k achanak shair ( lion ) samnay a gaya .
1st sardar nay uski ankho main mitti daal di or bhagnay laga.
1st sardar: o nus v ..!!
2nd sardar: mitti ty tu pai ay..tu nuss..!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Ladka Pepsi Samne Rakh Ke Udas Baita Tha
Dost aaya Pepsi Pee liya aur pucha Yaar tu Udaas Q Hai……??
Dost bola Yaar Aaj ka Din hi Bura hai
Subah GF Se Jhagda Ho gaya
Raste Me Car Kharab Ho gayi
0ffice Late Pahuncha To Boss ne Naukri Se Nikal Diya
Ab Suicide K Liye Pepsi Me ZAHER Milaya Wo Bhi tu Pee Gya
by hearthackervsgirls (few years ago!)