Teacher- TAJ MAHAL kisne banaya tha?
Teacher- TAJ MAHAL kisne banaya tha?
santa- Ji, KARIGAR ne
Santa- Mera matlab hai
Banvaya kisne tha?
.
.
.
Santa- Ji, THEKEDAAR ne
by Pak101.com (few years ago!) / 1081 views
Similar Jokes
1 Sardar Bathroom Mein Betha Tha… Saamny Likha Tha
Paani Ka Ziyada Se Ziyada Istmaal Karein.
Wo Bethy Bethy 3 Lottey Paani Pi Gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher to student:tumhare papa ka naam kya he
stud:laughing
t: or tumhare mammi ka naam kya he
s:smileing
t:r u joking
s:no m nt joking my brother is joking and i m kidding...
by Pak101.com (few years ago!)
Ek bar Engineering K Sbhi Professors Ko ek Airplane Me Bithaya Gya.
Fir Announce Kiya Gya Ki
Ye Plane Apke Students Ne Bnaya Hai
Sab Professors Niche Utar Gye
Pr Principle Bethe Rhe.
Logo Ne Pucha – Apko Dar Nahi Lagta?
Principle-
“Muje Apne Studnts Par Pura Bharosa Hain.
Start Hi Nahi Hoga.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Bhaagta Hua Ghar Aaya Aur Hanfte Hue Apni Biwi Se Bola
Santa: “Ghar Ka Saara Keemati Samaan Chhupa Do, Mere Kuch
Dost Party Karne Aa Rahe Hain”
Preeto Ne Hairani Se Puchha: “Kyun Aapke Dost Chura Lenge Kya?”Santa: “Nahi Pehchaan Lenge“
by Pak101.com (few years ago!)
1 din bandar bola: Maa meri dulhan kon he plz meri shaadi karwaado
Maa boli: dekh teri dulhan SmS parh rahi he.
Agar parh k muskrae to shaadi paki…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Dada- pote se, ja chup ja teri madam aa rahi hai.
Pota- dadaji aap chup jao jaldi se kyunki maine school mein apki mout k upar 4 din ki chhuti li hui hai
by Pak101.com (few years ago!)
Circuit -Bhai, bapu ne bola tha ke kabhi jhoot nehin bolna mangta hai. Apun aaj se kabhi jhoot nehin bolega bhai.
Munna bhai -Aye circuit, woh sunita ka baap aya hai terayko dund rehla hai.
Circuit -Bhai usko bolo apun gaon gaya hai, kheti karneko.
Munna bhai -Par circuit, abhi to tu bola kabhi jhoot nehin bolega.
Circuit -Bhai, apun jhoot nehin bolega, par tum to bol sakta hai na.
by Pak101.com (few years ago!)
Aajkal k bacche.
.
Maa : Beta, Kya Kr Rahe Ho ?
.
.
Beta : Padh Raha Hu..
.
.
Maa: Wah Excellent…!!!
Kya Padh Rahe Ho..
.
Beta : Aapki Hone Wali BAHU Ke
Messages.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Santa ne 1 raah Chalti ajnabi Ladki se kaha-Aapne pehchana Mujh ko?
Ladki-nahi
Santa-mai whi hu jisko Aapne parso bi nhi Pehchana Tha..
by Pak101.com (few years ago!)
Girlfriend ke aansu aur boyfriend ke aansu me kya fark hai?
GF ke aansu farmaish puri karwane ke liye nikalte hain,
Jabki boyfriend ke aansu unhe pura karte karte nikalte hain!!!
by Pak101.com (few years ago!)