Main tumhare liye rakhi layi
Gilrs :Main tumhare liye rakhi layi tumne kyu nahi bandhwai//
boy:Agar kal main mangalsutr launga to kya tum bandhwa legi//
Baaaaaat karti hai///
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 973 views
Similar Jokes
Looteron Ne Ek Lady Ke Zewar Loot Liye Log Bole:
“Shukar Karo Bhabi Ki Izzat Nhi Looti.”
Bhabi Ne Ye Suna Aur Chilla Ke Boli.
Babhi: “Kameeno Izzat Bech-Bech Kar Hi To Zewar Liye Thhe.“
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sheikh doctor k pass gaya or bola
k ghar ja ker mareez check karnay k kitnay pesay logay?
Doctor:300 rs.
Sheikh:chlain doctor sahab.
Ghar puhanchay to docor ne pocha k mareez kahan hai?
Sheikh: mareez koi nahi hai,
Taxi wala 500 mang raha tha
by hearthackervsgirls (few years ago!)
pathan service shoes ke dukan par
Bari guarantee daindey o
jutti ne tay 2 din v nai kaddy
dukandar: huwa kay hai
pathan: Masjid vichon chukki gai ey.
by Pak101.com (few years ago!)
Hamesha Apni Pasand ke raaste par chalo
.
Apne tariqe sew muhabbat karo
.
Apne alfaz main baat karo
.
.
Sirf woh karo jo tumhara dil kahe
.
Phir dekhna aik din duniya kahegi
.
.
.
ke beghairat ksi ki sunta ni hai
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek Indian Father Apne Beti Ke Shadi Ka Rishta Lekar Ladke Waalon Ke Ghar Gaya, Aur poocha Ladka Kya Karta Hai,Ladke Ke Father Ne Kaha Ladka IT Company Main Kaam Karta Hai.Ladki Ke Father Ne Poccha Software Engineer hai Kya. Funny Ladke Ke Father Ne Kaha, Nahi Wo To wahan Peon Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Bap: Aaj Mera Bacha Upset Q He..??
Beta: Mai Apko Nai Bata Sakta
Bap: Mujhe Apna Dost Samjho Yar
Beta: Yar Teri Bhabhi Nraz Ho Gai He
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Sardar & his wife going 2 city in auto…. driver adjusted mirror..
sardarji shouted u r seeing my wife… go & sit back i will drive the auto…
by Pak101.com (few years ago!)
Negro died & went heaven!
Angel-Who r u?
Negro:(2 impress her)Leonardo Di Caprio(Titanic Hero)
Angel is cnfsed & asks a frnd:abe titanic jala tha ki duba tha?
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ne PCO Pe Jate Hi
PCO Wale Ko 2 Thappad Laga Diye
Socho Kyon?
Because PCO Ke Bahar Likha Tha
Dial Karne Se Pahle 2 Lagaye
by Pak101.com (few years ago!)
Dhongi Baba: Beta Tujhpar Ek Khatarnak Chudail
Ka Saya Hai…
Pati: Baba Jaban Sambhal Ke Baat Karo Aur
Khabardar Meri Biwi Ki Baare Mein Kuch Ulta
Seedha Bola To…
by Tanveer Hussain (few years ago!)