Hamesha Dusro Ki Madad Karo
Ek Admi Khada Apne Kaan Ko Chaabi (Key) Se Khujla Raha Tha.
Santa Ne Usko Dekha, Kuch Socha Aur Uske Pass Jake Bola
Santa: “Bhai Sahab, Agar Aap Start Nahi Ho Rahe Te Pichhe Se Dhakka Laga Du?“
by Pak101.com (few years ago!) / 859 views
Similar Jokes
Ek Pakistani Poultry farm ke maalik ne sabhi Murgiyon ko order diya.
"Agar tum logon ne kal se 2-2 ande nahi diye to kal se tumhara dana pani band."
Murgiya dar gayi ....sab ne 2-2 ande diye magar ek ne sirf ek anda hi diya"
Maalik: Tum ne 1 anda hi diya hai ?
Jawab mila.
Sir ye aapke dar ki wajah se diya hai. Waise main to Murga hoon"
by Pak101.com (few years ago!)
7 sadhu 7 chatai par dhyaan lagakar baithe the.
Ek Aadmi aata hai aur sabse bujurg sadhu ko
pranam kar poochta hai: Maharaj ladki nahi pat
rahi hai, kya Karoon?
Woh sadhu sabse chote sadhu ko pukarta hai aur
kehta hai: chotu ek aur chatai laga de beta...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Police:
Tumhe Kal Subah 5 Baje
Phansi Di Jayegi
Sardar: HA HA HA!
Police: Kyo Hass Rahe Ho?
Sardar: Mein To Subah 8 Baje Utthta Hoon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik hotal kay bahir board laga tha keh khanay khoob kaiye bill aap kay potay ada karein gay aik shakhs nay khoob pait bhar kar khana khaya thori der baad wetter bil lay kar aagia who shakhs hairan hua keh yeh bil kaisa hai? Wetter nay kaha yeh is khany ka bill hai jo aap kay DADA nay khaya tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sir:
saal ke kitny mosam hen
Bcha:
4
Sir:
konse
Bcha:
1. Hartal or
Dharna
2. Double sawari, Mobile or CNG band
3. Dhamaka
4. Election.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa Banta hosptl me ek doctor Se lar rahe the.
doctor:Kya hua?
Santa Banta:Doctr ne operation me orignal Chize
nikal kar china ka dal diya.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1st sardar: oye agar neend na aaye to kya kia jaaye? 2nd Sardar: Neend ka intizar karne se achha hai ki banda soo hi jaye
by Mohammad Ali (few years ago!)
FAQIR: ALLAH k Nam pr kuch day do?
Ghar se larki boli: kuch nahi ha maf karo,
FAQIR: Apna numbr hi day do, Baba Dua b kary ga or msg b.!:-D;-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher:ap class k sab se ziyada nikame student kiun hu
student:miss kiun k mujh se nikama school chor gia hai
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar: Aaj raat mai nahi sowonga
Dost: kion??
.
Sardar: Kal khwab mai 1 Pathan se larayi howi, wo aaj banday le ke aa raha hai
by Mazhar Khan (few years ago!)