Pathan
1 pathan samose khol kar ander ka masala kha raha tha.
1 admi ne pocha pura kiun nahi khate?
pathan bola:baba doctor ne bahir ki cheez khane se mana kia hai.!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 894 views
Similar Jokes
Sardar to pathan!
yar jahaz jab chlta hai to us ka
darwaza q band hota hai?
pathan”
kafi dair sochny k bad.
yar koi (juice) wala na char jay.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Sardar Kahin Ja Raha
ThaUsne Ek Deewar Par
Parha:“Parne Wala Gadha”
Sardar Ko Bohat Ghussa Aya
Mita Kar Likh Dya:
Likhne Wala Gadha
by Pak101.com (few years ago!)
Faraz ghurbat se tang aa kar Daku Ban gaya
Daketi karne 1 bank gaya or kaha….!!!
Arz kya hai…
Taqdir me jo hay wo hi Milega,
Hands Up, Koi apni Jagah se nahi Hilega…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ak aadmi dusre aadmi se bola:
1 aadmi : kash mujhe pyar ho jaye,kash mujhe kise se pyar ho jaye
2nd aadmi:are kya, to pagal ho gya aisa kya bol rha hai
1 aadmi : yaar log kehte hai na ki jab kise ko pyar ho jaye to uske rato ki neend aur din ka chain ud jata hai ,esliye keh rha hu ki mujhe kise se pyar ho jaye,sali mujhe to neend bahut ati hai....
by Pak101.com (few years ago!)
Tachr:Sabse bada pagal koun he?
Santa ka beta utha.
T:Shabash bete batao.
Beta:Jaan se maar dunga agar kisine mere papa ka naam liya to.
by Pak101.com (few years ago!)
Kash Pyar ka Insurance Hojata
Pyar Karne se Pehle Premium Bharwaya Jata
Pyar Main Wafa Milito Thik
Warna Bewafa ope Jo Kharcha Hota Uska Claim To
Miljta!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher to Student: Kid, your essay on "My Dog" is exactly the same as your brother's. Did you copy from him?
Student: No, teacher, it's about the same dog!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Aye Khuda tu mujhe Rs.100 dega to hum tumhari raah main Rs.50 dega.
Rastay main usay Rs.50 mila to Pathan bola: Ya Khudaya itna bhi bhrosa nahi kya pehle he kaat liya.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Wife: Aap bahut mote ho gaye ho.
Santa: Tum bhi toh kitni moti ho gayi ho,
Wife: Main toh maa banne wali hoon!
Santa: Main bhi toh baap banne wala hoon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy : Jan-e-man!
Totay howay dil se pyaar karogi
ya dil tootnay tak pyaar karogi?
Girl :
.
.
.
.
.
Tuti hoi chappal say pitay ga
ya chappal tootnay tak pitega
by Pak101.com (few years ago!)