Height Of Shock:
Malkin: Kya Huwa Tum 3 Din Kaam Pe Nai Ayi???
Kamwali: Memsab Mainey To FaceBook Pe Status Update Kar Diya Tha,..
... Ke Main Gaon Ja Rahi Hoon. . .
.
..APKE Pati Ne Comment Bhi Kiya,
"HAVE A SAFE TRIP.. COME SOON HONEY. . . "
by Abdul Hannan (few years ago!) / 958 views
Similar Jokes
SANTA ka school me 7th class me new admision huwa.
Teacher-Batao Sachin Tendulkar kon hai ?
SANTA-Humko kya pata mai To school me naya hun
by Pak101.com (few years ago!)
Father To Son:
Tum ne aaj tak koi aisa kaam kiya hai jisse mera sir garv se oncha ho jaaye?
Son:
Jee papa yaad kariye ek baar maine aap ke sir ke nechay do takiye rakhay they aur aapka sir kitna oncha ho gaya tha…
by Pak101.com (few years ago!)
Jack went to see the camp nurse. I fell last night,
he said. And I was unconscious for eight hours. The
nurse was shocked.
How awful. What happened? I fell asleep!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 gadda ro ro k dua kar raha tha k mujhe parhna likhna aa jae
wo lamha qaboliyat ka tha ;-
us ki dua qabool howi
aur
ab masha Allah wo ye parh raha hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Banta: yaar me kal Bitch per ghoomane gaya tha.
Santa: Ajib baat hai, tu kutti per baith kar
ghoomane gaya phir bhi usne katta nahi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ghareeb Bacha:
Express Kitne Baje jani He? TT:9 Bajay
bacha:Local?
TT:1 Bajaybacha:Maal Gaddi?
TT:12 Bajay
TT:Jana kahan hai?
Bacha.patri pe tatti karni hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Beta: Papa Humaray Ghar main Jin hain ?
Baap: Ye Jin Waghera kuch nhi hotay
Beta: Papa Nokrani kehti hy k humaray Ghar main jin hain
Baap: Saman pack karo
Beta: Q papa ?
Baap: Abay.. Humary Ghar main koie Nokrani hi Nhi Hy
by Numan Malik (few years ago!)
Teacher to student:tumhare papa ka naam kya he
stud:laughing
t: or tumhare mammi ka naam kya he
s:smileing
t:r u joking
s:no m nt joking my brother is joking and i m kidding...
by Pak101.com (few years ago!)
biwi ko thapad marne ke baad pati bola ki aadmi usi ko marta hai jisse wo pyar karta hai biwi ne bhi repply mai kheech ke 2 mare aur dheere se boli aap kya samjte ho mai aapse pyar nai karti
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Waiting At Bus Stop.
One Gentleman Came By Two Wheeler And Asked:
“You Want Lift.?”
Sardar Says: NO Thanks,
My House Is On Ground Floor.
by Pak101.com (few years ago!)