Pati, Patni aur Afsos
Pati Patni Mein Zabardast Jhagda Ho Raha Tha,
Patni: Kash Main Apni Mom KiBaat Maan Leti Aur Tum Se Shadi Na Karti
Pati: Kya Matlab? Tumhari Maa Ne Mujh Se Shadi Karne Ko Mana Kiya Tha?
Patni: Haan, Bahut Baar…
Pati Rote Hue Bola: Hey Bhagwan, Main Aaj Tak Uss Nek Aurat Ko Kitna Bura Samjhta Raha Jisne Mujhe Bachana Chaha
by Pak101.com (few years ago!) / 929 views
Similar Jokes
Santa: Yaar aaj pehli bar maine accha kaam kya, jiss par logon ne mujhe bohat mara!
Banta: Woh kya..
Santa: Ek makan mein aag lagi thi, aur andar kuch log thay, maine window tori aur andar ja kar sab logon ko bahar nikal diya.
Banta: Toh logon ne kyun mara
Santa: Yaar, kyun ke woh sab log fire fighter thay!
by khalid hussain (few years ago!)
Ek Pathan Ne Apni Qaza Namaaz Ada Karne Ka Socha: Namaz Se Pehle Oonchi Aawaz Main Niyat Ki… 2 Rakat Namaz Fajar Qaza, 4 November 1996. Allah-o-Akbar
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Colgate se daant saaf karne ka,
Pepsodent se majboot karne ka,
Babool se fresh karne ka..
Agar fir bhi safed nahi huye to..
Bindass HARPIC use karne ka..
by Pak101.com (few years ago!)
Double heart attack msg by a boy to a girl:
1st msg: Lets break up now , Sub khatam.
.
.
... .
2nd msg:Sorry , sorry , sorry ! That was not for U !!!!!!!!! :-p :-D
by Pak101.com (few years ago!)
Ab to Dukan pr b ye Board lgay hain.
Cheeni Mang Kr Sharminda Na Karain.
Cheeni Ek Jang Hai,
Is Liye Band Hai
Nmak Baray Shoq Se,
Cheeni Aglay Chock Se
by Abdul Sami (few years ago!)
Wat is meant by Mixed Emotion?
Ans:Ur ENEMY falls from 17th floor on ur brand new car
& u don't know whether to Laugh or Cry. :D
by dracula (few years ago!)
Doctor Ne Pathan Ko Samjhaya Ke Agar Wo Roz 3 Km Chale To 1 Saal Mein 50 Kg Wazan kam Ho Jaye Ga. 1 Saal Baad Pathan Ne Doctor Ko Call Ki, Doctor Sahib Wazan To Kam Ho Geya Hy Magar 1 Problem Ho Gayi Dr: What problem. Pathan:...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Master- “Rinku, kya kar rahe ho? Padh rahe ho
kya?”
Rinku- “Ji nahi Shrimaan, mai apki baat sun raha
hu”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar: Mere podho ko pani de ramu.
Ramu: Sir barish gir rahi hai!
Sardar: Bahana nahi chahiae, chata leke ja…
by Pak101.com (few years ago!)
BOY: Abbu ye Nal Mein Paani Kahan Se Aata Hai?
FATHER: beta yahan jheel hai na. Wahan se aata hai
BOY: Abbu mujhe le k jao na wahan.
FATHER: Acha chalo.
Wo bete ko jheel k paas le jata hai aur bacha usse jheel mein phaink deta hai......
Phir bacha ghar puhanch k : Ammi Nal kholo abbu aa rahe hain
by Pak101.com (few years ago!)