yeah bacha tumhara kia lagta hai
1st sardar yeah bacha tumhara kia lagta hai
2nd sardar:yeah mera door ka bhai hai
2nd sardar:door ka mein samjha nahin
sardar:iss k orr mere beech 8 behan bhai orr hai
by Mohammad Ali (few years ago!) / 1098 views
Similar Jokes
Aisi-ki- taisi kab hoti hai?
Kab lagta hai ki ab to bhagwan bhi nai bacha sakta
.
.
.
Ans:-jab DAST lage our pajame ka naada na khule
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar 2 Doctor :
Pure Jism Main Kahin Bhi Ungli Lagao Tou Bohat
Dard Hota Hai
Doctor Said Full Body Xray
When He Checked,Xray Found Fractre In Ungli
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Train mein warning likhi thi:
"Bina Ticket waale Yatri Hoshiyar!"
.
.
.
Golu: Wah!
Aur jo ticket lekar yatra kar rahe hai,
Wo sab saale Gadhe hai kya??
by Pak101.com (few years ago!)
Funny Man ik ped pe chada. Upar baithey Monkey ne poocha: Upar kyon aaya hai?
Funny Man: Apple khane.
Monkey: Yeh to aam ka ped hai.
Funny Man: Pata hai, Apple saath laaya hoon.
by Pak101.com (few years ago!)
BOY- CHALTE CHALTE YUNHI RUK JATA HOON MAIN
BAITHE BAITHE KAHI KHO JATA HOON MAIN KYA YEHI PYAR HAI
GIRL- NHI YE KAMZORI HAI SUBAH SHAAM GLUCOSE PIYA KARO.../
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: "What is the chemical formula for water?"
Student: "HIJKLMNO."
Teacher: "What are you talking about?"
Student: "Yesterday you said it's H to O!"
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikhari ne Awaaz
lagayi- Babu ji roti
milegi??.
-
-
Andar se awaz aai -Biwi
ghar par nahi hai..
-
-
-
Bhikhari- Chumma nahi
maanga saale, Roti to tu bhi de sakta hai…:p:p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Maan Ne Dur Hostel Mein Padte Apne Bete Ko Fon Kiya
Maan: “Beta, Kya Kar Rahe Ho?”
Beta: “Maan, Padh Raha Hoon”
Maan: “Bahut Acha Hai Padho-Padho, Wese Kya Padh Rahe Ho?”
Beta: “Aapki Hone Wali Bahu Ke Messages“
by Pak101.com (few years ago!)
Husband aur Wife Hotel me gaye tabhi 1 Lady ne Hello kiya,
Wife nay pocha, Koun Thi Wo?
Husband:- Tum dimagh kharab mat karo,main pehle hi pareshan hun k woh bhi Yehi pochay gi
by tanveer hussain (few years ago!)
Pathan Proposed Girl.. - Funny-jokes
pathan proposed girl with romantic poetry:kutta mar gaya razai me,mai pagal hoon teri judai me.
gobar pay machar beth nahi sakta pathan teray bin reh nahi sakta.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)