Shukar Hai Ijjat Bach Gayi
Looteron Ne Ek Lady Ke Zewar Loot Liye Log Bole:
“Shukar Karo Bhabi Ki Izzat Nhi Looti.”
Bhabi Ne Ye Suna Aur Chilla Ke Boli.
Babhi: “Kameeno Izzat Bech-Bech Kar Hi To Zewar Liye Thhe.“
by Pak101.com (few years ago!) / 1167 views
Similar Jokes
1 Pathan Ko Road pe say 100 Rupay Ka note mila
Jis par likha tha,,
.
.
. "Eid Mubarak"
PatHan Ne Note Pocket mein dala or Bola
"khair Mubarak" ;p : )
by Abdul Basit (few years ago!)
Teacher to Pappu:
Why are you late? All your classmates came to the class on time!
Pappu: Group me to kutte aate hain.. lekin SHER hamehsa akela aata hai sir!!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baar Pappu Ki Biwi Aur Kutta Dono Beemar Ho Gaye,
Pappu Un Dono Ke Liye Dawa Lene Gaya Aur Dukandar Ko Kaha Ki,
Dono Ki Dawaein Alag Alag Lifafe Main Daal Kar Unke Naam Likh Dijiye,
Main Nahi Chahta Hain Ki Mere Kutte Ko Kuch Ho Jaaye.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:
Agar Quiad Jinnah ek din k liye
Zinda ho jaye tu kiya karengy?
Student:
Mulk Zardari say lekar wafis Angrezon
Ko de dengy aur sorry b keh dengy!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Boy Friend : Boht romantic andaz main
jan dekho ma tmhari zulfoon ke liye kiya laya...
Grl frnd.Kiya?
Boy Friend :(English Anti lice) shampoo..
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa Ne News Suni Aur Apne Dost Banta Ko Bola.
Santa: “Yaar Ye Bill Gates Bhi Bevkoof Hai Sala”
Banta Hairani Se: “Kyu Be, Esa Kyu Kah Raha Hai?”
Santa Huste Hue: “Usne Skype 4.5 Billion Mein Kareeda Hai, Aur Vo Internet Se Free Mein Download Ho Jata Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Larka: Meri kismat bohat achi hai;
Dost: Woh kaise?;
Larka: Abu jab bhi mujhe parhne ka kehte hain, bijli chali jati hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 bar santa USA Gya,wahan wo church mai gaya to
achank wahn aawaz aai,'Tann' ittefaq se light bhi
chali gai santa dar k bola,oye bhago Undertakr aa
gya.... :-
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 students raat mai parhty howy
1st: what's the time?
2nd ne pathar utha kar samny ghar par mara
1 aurat nikli owr gussy se boli "Kameeno Ab tu so jawo raat ky 3 baj gaye hen
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Maths Teacher:- Jab main tumhare jitna tha,mere maths me 100 marks aate the!
Student :-o bhai aate Honge..! koi achha teacher parhata hoga=
by Tanveer Hussain (few years ago!)