Akhri khawahish
Inspector 2 Santa:
Phansi Se Pehly, Bata Teri Aakhri
Khwahish Kia Ha?
Santa:
Mery Pair Uper Or Sir Neechy Ker
K Phansi De Do-:)
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 891 views
Similar Jokes
Sardar :
Maa khush khabri hai.
Maa: Bool bata.
Sardar: maa hum 2 sa 3 ho gaya.
Maa: beeta huwa ya beeti.
Sardar: Mari biwi na dosri shadi kar li.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Banti ko dost ne khane pe bulaya.
Banti jab dost ke ghar aaya toh ghar pe tala laga tha aur likha tha maine tumhe pagal banaya :P
Banti ne hoshiyari dikhai or niche likh diya “Main toh aaya hi nahi tha” :
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sardar Cycle Ka Break
Haath Me Lekar Naach Raha Tha ,
2nd sardar,"O G, aeh Kya Ker ray ho..?"
...
sardar...
'BREAK DANCE'.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Mirasi rozay nhi rakhta tha.Us k peer ny kaha tum roza rakho main wada karta hoon roz tumhari ek Duaa qabul hogi.Us ny roza rakha.Sara din bari mushkil sy guzara.Sham ko roza khol kay peer k paas chala gya.
Peer ny kaha mango kya mangtay ho?
Woh hath baandh kr bola peer saaein Sawery EID krwa dyo.!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Sari ZindaGi Barbad Kr Ke, Ishq Ki LazZat Chakh Li
Us Ne B Burqa Pehn Liya Aur Hum Ne B Daarhi Rakh Li
(,")/ Hat
/) ) Masjid ja Raha HoN.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan: Halwai se,Tum kitne saal se jalebi bna rhy ho!
Halwai: Bare fakhar se 30 saal se,
Pathan:lakh di lanat e Tere kolon aj tak jalebi sidhi nai bani..
by Pak101.com (few years ago!)
Man: Radio or Akhbar me kya farq hai?
Pathan (bohat sochny k bad): Daikh mera bhai, baat hai samjhny wali, ab radio me Aap rotiyan tou nai la skty na.;-)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Biwi: Mere khayal main hamari beti ki kisi Larkay k sath Setting ho gai hai...
Husband: Woh kese?
Biwi: Kyon k woh kafi dino se Balance k Paise nahi maang rahi hai
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: Mere Seeny Me Bohat Dard Ho Raha Hai,
Jaldi Se Ambulance Ke Liye Call Lagao..
Wife: Haan, Lagati Hun,
Apne Mobile/Smartphone Ka Password Batao.
Husband: Rehne Do,
Ab Thora Theek Lag Raha Hai...;-p:)
by lescol (few years ago!)
Teacher:”Agar sache dil se God se prathna ki jaye
To woh puri hoti hai..
.
.
.
.
.
.
.
Pappu:”Rehne do madam Agar aisa hota to Aaj aap waha nahi,
.
.
.
.
.
.
.
meri Bahon me hoti…:p :O :D :D
Teachar Shocked – Pappu Rocked..:D
by Tanveer Hussain (few years ago!)