Bhikari Pathan Se:
Bhikari Pathan Se: Mujhy Khaany ko Kuch Mil Sakta hai.
Pathan: Kal Ki Roti Kha lo Gay?
Bhikari: G Han.
Pathan: Acha to Phir Kal Time Se Aa Jana
by Mohammad Ali (few years ago!) / 894 views
Similar Jokes
~ 1 intersting
Joke Reply with
YES/NO
Yes.
Kia tmhary ghar walon ko pata hy k tum pagal ho.?
Ans=
Yes \ No
Reply must
by Mazhar Khan (few years ago!)
Wo rooz khti hy mjy apni tasveer MMS kar do...
Koi ja k un sy keh dy mere paas simple nokia 1202 set hai...
by muhammadwajahat (few years ago!)
Santa: WHat is another difference between a mosquito and a fly?
Banta: A fly can fly but a mosquito cannt mosquito.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
golden words by hittler: if u can't fly , run. if u can't run, walk, if u can't walk crawl but keep moving
sardar: o tay theek ay parjaanakithay hai?
by Nilesh Kumar (few years ago!)
1 Pathan dosre pathan se 2+2 kitne hote hain?
Dosra pathan tmhy pata nai k mujy mashartiloom nai aati.
Pehla pathan pr me ny to islamiat ka sawal pocha tha....
by Abdul Hannan (few years ago!)
Wife: Aji suniye, mujhe kisi mehengi jaga le ke chaliye na ji….
Husband: Chalo, tayyar ho jao…
Guess where he took her….
………
……..
…..
….
…
..
.
.
.
.
Petrol pump!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: janu batao tum mujhsy kitna pyar karty ho?
Husband: bohat zyada
Wife: phir bhe kitna?
Husband: itna k dil chah rha hy k tumhari jesi aik aur lay aun
by tanveer hussain (few years ago!)
School Mein Ek Sir Bahut Hi Desh Bhakat Tha, Ek Din Class Mein Bachcho Ko Samjha Raha Tha
Sir: “Bachcho Kasam Khao Kabhi Sharab, Cigarette Nahi Piyoge, Non Veg Nahi Khaoge.”
Bachche: “Nahi Khayenge Sir”
Sir: “Kabhi Ladkiyon Ko Nahi Chhedoge”
Bachche: “Alright Sir!”
Sir: “Jua Nahi Kheloge”
Bachche: “Ok! Sir”
by Pak101.com (few years ago!)
Phool wala:
Sahab ye phool apni girl friend ke liye lejayen..
Admi:
Meri koi girl frnd nahi...
...
Phool wala:
Phir apni mengatar ke liye lejayen..
Admi:
Meri koi mengatar bhi nahi..
Phool wala:
Phir apni biwi ke liye lejayen...
Admi:
Meri koi biwi bhi nahi..
Phool wala:
Ae duniya ke khush kismat insaan! Meri taraf se yeh phool Muft leja! :
by Pak101.com (few years ago!)
1 banda bhagta hua aata hay aur Pathan se kehta hai bhai jaldi jao tumharey ghar main Talaab ka pani ghus gaya hay.
Pathan: Oye kion jhoot bolti hay,
Ghar ki chabi to meray paas hay.
by Abdul Hannan (few years ago!)