Bade ho kar kya banoge
Teacher-Bade ho kar kya banoge
Snta-Papa kehte h jitna chahe padho
wo nahi ban sakate jochahte ho
Teacher-Kya banna chahte ho
Snta-Lady Doctor
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 969 views
Similar Jokes
Main Bewaquf
Main Bewaquf
Main Bewaquf
Main Bewaquf
Ahista Bolo Awaz Yahan Tak Aa Rahi Hai
Ab Ho To Ho
SB Ko Btana Zaruri Hai
Kya....!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Boy Teasing A Girl: Ae Chalti Kiya?
Girl: Kaha?
Boy: Wherever You Say
Girl: Ok Lets Go Shopping
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Boy: Kasam Se Didi , Aapke Sath Toh Na Mazak Krna Bhi Gunaah Hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Miss: Aaj tum late kion aye ho? School 7 baje shuru hota hay, itni dair kion ki?
.
Kid: Miss ap mairi itni fikar mat kia karain, log shak karty hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Cow Per Bethey Ek Pathan Ko
Traffic-Police Ne Rok Kar Kaha
K Aapka Helmet Nahi Hai?
Chalan Hoga
Pathan: Dhiyaan Se Dekh Neechey
Andhay Four Wheel Hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek Doctor Ki Nurse Se Ho Shadi Hogai
Dost Ne Doctor Se Poocha:
Suna Yar, Kesi Life Chal Rahi Hai?
Doctor:
Yar Kya Kahoon Jab Tak Sister Na Kaho Sunti Hi Nahi Hai
by Pak101.com (few years ago!)
In a Party A Handsome guy askd a gal,"r u going 2 dance?"
She felt so happy & said-"yes"
& d guy said-"dats gud,so can i hav ur chair?" :D
by Abdul Rehman (few years ago!)
Wife:Suna he k jannat me husband
k sath Wife ko nahi rehne dete
HUSBAND! sahi suna he,
Wife: aisa kion?
Husband: Arey pagli isi liye to
usey jannat kehte hain
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Gabbar-Ye Hath Hum Ko De De Thakur,
Thakur-Nahi Yaar Gabbar,
Me Dil Ka Mariz Hu,
Agar Tune Mere Hath Kaat Diye To Mai B.P Kese
Check Karwaunga..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik shekh ne new car li aur us per apne office gya.
jab wo office k kareeb poncha tu usne car ka door khola tu aik truck ne uski car k sath tuker mar di.aur uska darwaaza door ja girra.
shekh zoor se car k liye cheekhne laga. but pass khari police ne usko kaha k tum car k afsos mein ye b bhool gay k tumara dayyan hath b ghaib hy.wo zoor se bola k haa a meri new rado watch b ghaib ho gai.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa- Doctor saab 1 pareshani hain ki main jab bhi nahata hoon geela ho jata hu!
Doctor - kal se nahate samay nal band kar liya karo
by Pak101.com (few years ago!)