ek Toot Gaya to Dosra Kaam Aayega
Pathan Namaz Parhnay Gaya 0r do Baar Wazoo Kya:
Kisi ne Pucha: Khan Sahab Aapne do Baar Wozoo Kyo kia?
Pathan: Agar ek Toot Gaya to Dosra Kaam Aayega
by Abdul Hannan (few years ago!) / 802 views
Similar Jokes
Office ki importance: Shadi shuda ki zindagi mein office ki bahut importance hai
Gents ko yha aaker biwi bachon ki chilliyon se mukti milti hai,
Wahi ladies ko saas ki chikh chillahat se
by Pak101.com (few years ago!)
Chai ki patti aur patti (khawand/husband) main keya qadr e mushtarik hai? dono ki kismat main jalna aur ubalna likha hota hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan ne botal me se aik chamch dost ko pila kar pocha meetha hai ki
dost:nai
pathan:is ka matlb hai docter ne joth bola hai k humare beshab me shogar hai.
by Sabir shah (few years ago!)
U r my best condom
confused?
Kbi to english samjh liya karo,
is ka matlb hai tum mere behtreen sathi ho
by Sabir shah (few years ago!)
Classic bezzati
Girl: What's the proof that you miss me?
Boy: See my cheeks,
my mom slapped me..
because i was smiling while sleeping "thinking of you".
Girl: Itna pyaar karte ho..
Boy: Nahi,
shakal dekh k hassi aa jaati hai.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Pathan ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Khan Sahib mat daro, yai tu film hai
.
Pathan: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Tayyab Mughal (few years ago!)
An Elephant Meets An Ant.
Elephant:
Tumhari Umer Kitni Hai?
Ant:
25 Saal.
Elephant:
25 Saal Aur Itni Choti?
Ant:
I Use LUX.
Meri Beauty Se Meri Age Ka Patta He Nahin Chalta.
Ant:
Your Age?
Elephant:
5 Saal.
Ant:
5 Saal Aur Itney Baray?
Elephant:
NIDO Jo Peeta Hon :-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Banta singh : I am so proud of my son. He is at medical school.
Santa singh : what is he studying ?
Banta singh : Oh he"s not studying. They are studying him !
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wife: If I die what will u do?
Husband: Main paagal ho jaun ga!
Wife: Will u marry again after I die?
Husband: Pagal kuch bhi kar sakta hai!
by Pak101.com (few years ago!)
GIRL-dear,sunday 1st show k BALCONY k"CORNER"wale 2 ticket book kr k Rkhna..
BOY-Lekin"CORNER"wale ticket nai mile toH??
GIRL-TO MOVIE dekhenge...
by Pak101.com (few years ago!)