Amaara liye bi Dua krna
2 Arbi, Aik Doosre Ko Arbi Main Galiyan De Rahe Thy
Qareeb se guzartay huye
Phathan ne unse kaha
Qaari saib!
Amaara liye bi
Dua krna...! ;-)
by Abdul Hannan (few years ago!) / 776 views
Similar Jokes
Ek Aurat Ko Gane Ka Bahut Shonk Hota Hai. Ek Din Wo Apne Pati Se Puchhti Hai.
Patni: “Jab Main Gana Gaati Hoon To Aap Bahar Kyun Chale Jate Hai?”
Pati: “Taki Baahar Wale Ye Na Samjhe Ki Main Tumhara Gala Daba Raha Hoon“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: pappa agar main exam pass karunga to kya doge?
Pappa: ek cycle dilaadoonga
Santa: agar fail hua to?
Pappa: 10 cycle dilaaunga
... Santa: woh kyu?
Pappa: padhaai bandh karke cycle shop khol lo
by Pak101.com (few years ago!)
Agr tum mil jao to tumhari tangen tor den ge hum,
aur tumen pakar k tumhare pechay kute chor den ge hum.
by Sabir shah (few years ago!)
Santa goes 2 a Library & asks 4 book 'Psycho - The
Rapist'
The Librarian searches 4 a while cums back slaps &
says"
Idiot,the book is called Psychotherapist..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
PerPos New Style
Boy to Girl- Mai aapse Frindship Karna Chahta Hu
Girl- Meri Sagai Ho Gyi He
Boy-Fir Bhen Ban k Apni Kisi Saheli Se Baat Kra De
by Pak101.com (few years ago!)
Munna-apun ka desh kaun chalata hai? Circuit-bhai
simple hai...apna SMS. Munna-kya fekta hai?
Circuit-bhai sms bole to ....SARDAR MANMOHAN
SINGH...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 kuta ek shekh ki roti cheen k bhaga
Shekh b kute k pechy bhaga Jab shekh bhagte bhagty thak gya to ruk k bola
ay Allah is roti ka swab dada marhoom ko dena.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa aur Banta k bich me fight ho rahi thi..
Banta- Saale main tere kapde phaad k tujhe nanga
kar doonga!!
Santa- Dekh serious ladai me Romantic baat mat
kar!!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik aadmi ko buhat pias lagi huyi thi. Woh aik sharbat walay kay pas gia aur kaha mujhay aik glass sharbat do. Phir kaha meri larayi honay wali hai.
Sharbat walay nay dheyan nahi dia aur sharbat ka glass pesh kia.
Woh aadmi sharbat pi kar bola. Mujhay aik glass sharbat aur do meri larayi honay wali hai.
Sharbat walay nay suna magar kuch kaha nahi. Phir is nay kaha.
Sharbat walay nay tisra glass bhi dia aur jab is nay sharbat pi lia to is nay pucha aap ki kis say larayi honay wali hai.
Is aadmi nay kaha. Tum say kiun keh meray pas denay kay liye sharbat kay paisay nahi hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mamu -Oye, maar gayay yaar. Meri biwi aur premika saath saath aa rehla hai.
Mamu ka dost -Arrey, mein bhi yehi bolnewala tha.
by Pak101.com (few years ago!)