Bari moochon wala
Bari moochhon wala Zardari bhi ab decent ho gaya,
jo pehlay tha Mr.10 per cent ab Cent per Cent ho gaya !
by Abdul Sami (few years ago!) / 855 views
Similar Jokes
Teacher:
2 mai se 2 minus krdo to kya bacha?
Pathan:
humko sawal samaj nhi aya
Teacher:
tumare pas 2 rotiyan thi
tmne unko kha lia ab kya bcha?
Pathan:
salan...
by Mohammad Ali (few years ago!)
ek sonar apnay kaam main masroof ta
k ek admi nay os say pucha
" bahi sahab yahan kia forokht hota hay?"
sonar nay ghusay say kaha,"
yahan gadhay(donkey) forokht hotay hain".
to admi nay kaha,"ap akailay rah gaey hian ya aor b koi hay."
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Laloo aur Rabri ik dusre se gussa the aur apas me baatcheet nahi kar rahe the.
Laloo ko subha kahi jana tha. Voh Rabri ke bed ke pas ik note rakh deta hai: "Humko kal subhe paanch baje utha dena."
Agle din Laloo ki neend subhe 8 baje khulti hai. Uske talbe par note likha hota hai: Dear Husband Paanch baje gaye hai, uth jao
by Pak101.com (few years ago!)
3 Friends Saath Mein Bethay They
1st One:
Yaar Main Itni Garam Chaye (Tea) Peeta Hoon K
Jaisay Hee Ketlee Say Cup Mein Nikalti Hai Mein
Peejata Hoon
2nd One:
Yeh Konsi Bari Baat Hai Mein To Ketlee Mein He
Tyaar Ker K Ketlee Mein Hee Peejata Hoon
3rd One:
Uhh.. Yeh Konsi Bari Baat Hai
Main To Muh (Mouth) Mein Doodh, Patii Aur
Cheenee (Sugar)
Daltaa Hoon Aur Gas Par Baith Jaatha Hoon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar: What Is The Cost Of Hair Cut? Barber: Rs
20
Sardar: Then What Is The Cost Of Shaving?
Barber: Rs 10
Sardar: Oh! Ok Plz Shave My Head!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek aadmi ne apni saas k pas sanp betha dekha to sanp se bola Meri saas ko dus lo
Sanp_ Aby kiya dus lon? Main to khud is se Zehar EASY LOAD krwane aaya hun !
by tanveer hussain (few years ago!)
Husband: Today is Sunday & I have to enjoy it. So i bought 3 movie tickets.
Wife: why three?
Husband: 4 u and ur parents.
by tanveer hussain (few years ago!)
Dil ko pata tha woh zarur aayegi,
Dil ko pata tha woh zarur aayegi,
Par kabhi socha na tha ki,
Surprise me kambakht apna “husband” bhi saath layegi!!
by Abdul Sami (few years ago!)
k Pagal ne Admi ko thapar mara
Dono ko adalat mein le jaya gya
Juj ne Pagal ko saza sunaie k tum 5 rupe jurmana aada kro
Pagal ne 10 rupe de ker ek thapar juj ko bhi maar dia
or
Kaha:
Dowein 5 5 kr lo mere kol khulle koi nai.
by Tayyab Mughal (few years ago!)
There are 20 angels in the world,
10 Are playing,
9 Are sleeping,
1 Is reading this message
And that is u girl.
by Mazhar Khan (few years ago!)