Aik sardar Europe gia
Aik sardar Europe gia wahan us ko police ne roka aur investigation start kar di..
Sardar ko english nai ati thi..
Us ne Sick Leave ki Application suna di.
Police ne use Pagal samajh k chor dia..
Wife:wah sardar jee tusi te great o
Sardar: O a te kuch vi nai hale te may Thirsty Crow nai sunai.. =P
by Pak101.com (few years ago!) / 1055 views
Similar Jokes
Ladko Ke Fandaa:
Uss Se Bichad Jane Ke Baad
Main To Marne Hi Wala Tha
Ki… Achanak Yaad Aaya,
Abbey Uski Saheli Ne Bhi To Apna Number Diya Tha
Tab Jaan Mein Jaan Aayi.
by Pak101.com (few years ago!)
Try dis
think a no. b/w 1-9
Now add 5 to it
Multiply by 2
Add 5
Sub 3
multiply by 5
add 8
Write the num on paper.
Ab uska jahaz bana ke hawa main urao;-)
by Abdul Hannan (few years ago!)
Bandar ka bachcha apni ma se: main kitna badsurat hoon. Bandar ki ma: Bhagwaan ka shukar ada karo aur usko dekho jo SMS pad raha hai.....
by Pak101.com (few years ago!)
Sante Ne 1 Makkhi Pakdi Or Pankh TodKar Bola: Ud Ja! Makkhi Nahi Udi!
Santa- Isse PROVE Hua Ki Makkhi K Pankh Tod Do To Wo Behri Ho Jati Hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Apni Maa se Pitne Ke Bad Ghar Ke Bahar Baitha Tha
Baap-Kya Huwa
Santa-Papa,Tumhari Biwi Ke Sath Ab Mera Guzara Nahi Ho Sakta
by Pak101.com (few years ago!)
Baat Din Ki Nhi Muje Raat Se Darr Lgta Hy,
Ghar Kacha Hy Mera Muje Barsaat Se Dar Lgta Hy.
UsNe Tohfey Me Diye Muje Khoon K Aansu,
Zindgi Ab Teri Har Soghat Se Dar Lgta Hy.
Choro Pyar Ki Baten Koi Or Baat Kro,
Ab To Piyar Ki Har Baat Se Dar Lgta Hy.
Meri Khatir Wo Kahin Badnaam Na Ho Jaye,
Is Liye Uski Har Mulaqat Se Dar Lagta Hy.
Apno Me Reh Kr Kuch Aisey ZaKhm Khaye hain,
K Humain to ab Apni Zaat Se Darr Lagta ha.
Kia dabang farmaya Sonakshi ne maza a gya,
K thappar se nhi sahab pyar se dar lagta ha.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek ladki match dekhne gayi,
lips par india ke tirange ka rang laga tha,
ek ladka aaya kiss kar gaya or bola
I LOVE MY INDIA :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa ne 1 raah Chalti ajnabi Ladki se kaha-Aapne pehchana Mujh ko?
Ladki-nahi
Santa-mai whi hu jisko Aapne parso bi nhi Pehchana Tha..
by Pak101.com (few years ago!)
Customer: ye cow kitney ki he?
Cow saler: 30,000 ki or 2 saal mai 1 bacha deti he.
Customer: or ye cow kitne ki he?
Cow saler: 10,000 ki or ye 2 saal mai 5 bachey deti he.
Customer: ye cow itni sasti kion he jabke ye tou saal mai 5 bachey deti he?
Cow saler: sahab CHARACTER bhi koi cheez hoti he.
by Pak101.com (few years ago!)
aik pathaan ki biwi ko pathaan par bohat pyaar ayaa
Wo boli aap lakhon main aik ho
pathaan ne aik zor se chapair mari aur bola baqi 999 kon hain
by Pak101.com (few years ago!)