tujhe bus main thpar kiun para
sTUPID: tujhe bus main thpar kiun para
2ND STUPID:pata nai yar, meri photo aik
larki ki paon mai gir gai, main ne kaha k behan g zara sari upar kar photo leni hai"
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 792 views
Similar Jokes
Son: Dad give me the car keys please. I am old enough to drive.
Father: Yes, but the car is not old enough to be given.
by Pak101.com (few years ago!)
Khan Sahab ne bacha aghwa kya or tawan k liye "10 lakh rupe kal subha pull k niche pohncha do" Ka sticker uske piche chipka kar wapis ghar bhej dia.
Dusre din pull k niche gaya 10 lakh mil gaye!
Sath sticker pe likha tha..
"Khuda ka Qasam paise ka gham nai!Gham is bat ka he k khan ne khan ko loota
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher to Pathan: Tum ne home-work kion nahi kia?
.
.
Pathan: Sir hum hostel mai rehta hai
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
1 Aadmi Doorbeen Se Asman Dekh Rha Tha Pathan Bhe Pas Khara Ho Kar Dekhne Lga
Achank 1 Tara Tuta
Pathan Zor Se Chilaya:
“Wah Ustad Kya Nishana Hai.;-):
by Pak101.com (few years ago!)
Extreme Height of Positivity:
Pathan Cricket Khail kar Aaya.
Dost: Kitny Runs Banaye?
Pathan: Century Honay Mai Sirf 99 Runs Baaqi Thay
k Out ho Gaya.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
MURGA TO MURGI. . I love u jaan. main tumhare liye kuch b kar sakta hon, .
MURGI: haye Allah sachi, . MURGA: haan .
MURGI: chal phir aaj anda tu de=
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bacha On 1st April:
Mama Kitchen Mai Nokar
Nokrani Ko Kiss Kar Raha Hai
Mama: Abhi Ja Kar Main Us Ka Dimag Thek Karti Hun
Bacha : Haha April Fool
Woh To Papa Hain
by Pak101.com (few years ago!)
Baap bête khana kha rahay the to betay nay kaha: Abbu….
Baap nay kaha: chup karo khana khatay waqt baat nahi kartay.
Jab dono baap beta nay khana kha lia to baap nay kaha: Beta kia keh rahay the?
Betay nay jawab dia: Abbu Salan mein makhi thi woh kha gaye hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
A TRUE STORY:
Kisi Darakht pe 1 Ullu Baitha Krta tha
1 din wo Darakht Kat Dia Gya
Darakht Bohot Khush Hua k Shukr Ab mujh Par Koi Ullu Nai BethyeGa
Lekn Darakht ki khushi us waqt khak me milgai
jub
Usko Kaat kar
Saddar e Pakistan ki kursi bana di gai.
TareeKh Gawah Hy Aj B Us Pr ULLU bethta hy.
by Abdul Sami (few years ago!)
Class Teacher Ne Students Ko
"MY CLASS TEACHER"
Pe 10 Line Likhne Ko Kaha
Thori Der Bad 1 Student Ne Uth Kr Pucha:
Sir'Kanjar' Ko English Me Kya Kehte Hain? :-P
by Pak101.com (few years ago!)