Hum Bachpan may bohat taqatwar tha
Pathan: Hum Bachpan may bohat taqatwar tha
Dost: Wo kaisay ?
Pathan: Hamara Maa kehta he Jab Hum Rota tha, to sara Ghar Sar pe otha leta tha.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 792 views
Similar Jokes
Aik Pathan Quaid E Azam K Mazar Ja Kar Dua Kar Raha Tha,
“Mera Prize Bond Hr Soorat Mein Nikalna Chahiye.”
Jaisay Hi Wo Mazar Se Bahir Aya
Kisi Ne Us Ki Jaib Se Prize-Bond Nikaal Liya. Wo Dobara Mazar Par Gya Aur Bola,
“JINNAH SAHIB, Pehley Puri Baat To Samajh Liya Karain.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik sahib ne apne naye mulazam se kaha& ja kar bazaar se aalu or gost le aao.
nokar ne kaha……janab main is sher main niya hun kahin kho jaon, chunacha woh sahib khud hi bazaar se saman le aye. ghar aa kar unho ne nokar se kaha ke lo ab pakao. is ne jawab diyaise sui gas par pakana nahi aata. in sahib ne khud khana tyar kar liya. phir mulazim ko awaz di aao khana kha lo. who bola”bar bar inkar karna acha nahi lagta. muje sharam aa rehi hay is liye kha leta hun.
by Pak101.com (few years ago!)
Child1: My father has not worked for a day from the last five years. Child2: Why?
Child1: Because he is a night watchman.
by Pak101.com (few years ago!)
Nazre Mile Tooh Use “Izhaar” Kehtay Hain
Neeend Nah Aae Tooh Use”Piyaa” Keehtaay Hain
Smile De Tooh Usaay “Ikraaar” Kehtaay Hain
Or
Jooh Inn Jhaamelooh Mein Nah Padey
Usaay “Samjhdaaar” Kehtaay Hain.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Insurance Agent: Khan sahib! Will u don’t like that ur wife & children get 10000000
At a time..
Khan(smiled): I’ll like but plz tell me who will give me wife & children?
You or ur wife?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Bahu: Maaji, yeh abhi tak nahi aaye, kahi koi ladki ka chakkar toh nahi hai unke ?
Maaji: Are kalmuhi tu toh hamesha galat hi sochti hai, Ho sakta hai ke kisi truck ke niche aa gaya ho!
by Mohammad Ali (few years ago!)
SANTA:maine apni beti ka shaadi sirf 1500rs mein kiya.
BANTA:woh kaise?
SANTA:maine use 1500 ka ek mobile dilaaya. usne love marriage karliy
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa:
Train Me Neend Nahi Aayi
Upar Ki Seat Thi Bahut Garmi Thi
Banta:Toh Exchange Karna Tha Na
Santa:Kisse Karta?
Niche Seat Pe Koi Nahi Tha Hi Nahi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Bv:Aj Koi Shair Sunao
Pati-Abhi Ni
Bv:Sunao Na
P-lo sunO
Jane jigar janeman
90 kilo tera wazan
Tu jo gir jaye mujh pe
Mar jauga mai sanam.
by Pak101.com (few years ago!)
musharaf: very sorry to hear abt da bomb blast
near white house at 8 dis morning.
obama: nothing happened here.
musf:whats da time?
obama:7 o'clock
musf: sorry i"ll call u later
by Tanveer Hussain (few years ago!)