pathan to dukandar
pathan to dukandar:give me blackbulb
dukandar:what is black bulb
pathan:ullu ke pathe jab rat ko andhera hota hai to hum roshni wala bulb istamal kartay hain mujhe ab andhere wala bulb chahiye takay sabah mein sunay ke liye andhera kar sakoon
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 545 views
Similar Jokes
Bhikari (Aadmi say) bhayi do ropay ka sawal hai?
Aadmi : Sirf do rupay hi ka kiun?
Bhikari: Mein aadmi ki awqaat deikh kar hi mangta hon.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Saas: beti ab tum mujje apni maa or apne Sasur ko pita hi samjhna,
Tabhi darwaje par ghanti baji,
Bahu ne darwaja khola to pati aaye tha
Saas: Kon aaya hai beti,
Bahu: Maa bhaiya office se aaye hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
What is the difference between WATCH & WIFE .........
Ek bigadti hai to bandh ho jati hai......
Doosari bigadati hai to "SHUROO' ho jati hai
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher to Student: Art ki copy mai train banawo, mai 5 mint mai aarahi hon
.
10 mint baad
Teacher: Train dikhawo
Students: Ap late hogayi, Train 5 mint pahle hi chali gayi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Dukandar ek aurat ko kapre dikha dikha k
thak
gaya..
.
.
.
akhir bola, mujhe afsos hai apko koi kapra
pasand nahi aaya..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aurat:” Koi baat nahi mai to wese bhi sabzi
lene
aayi thi…:P:P
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Son : Daddy, have you ever been to Egypt? Father : No. Why do you ask that? Son : Well, where did you get mummy then?
by Pak101.com (few years ago!)
Wife Husband Se : Woh dekho ladka mujhe smile de raha hai....
Husband : Smile nahi de raha jab maine tmhe pehli baar dekha tha to mere bhi hansi nikal gaye thii....
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Yaad hai ham pehle kahan milte the……
train ruki, khidki khuli,
nazro se nazre mili aur aapne kahan,…..
ALLAH KE NAAM PE KUCH DE DE BABA!!!!!!
by Pak101.com (few years ago!)
2 Sardar Watching Match When Dhoni Hits A Boundary
1st- Dekho Dekho Goal Hua.
2nd- Abe Tu Sardar He Rahe Ga
Goal Is Me Nahi Cricket Mein Hota Hai. . .:-)=P
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Is kadar hum aapko chahte hai ke
duniya wale jal jaate hai,
yun to hum sabko ullu banate hai,
par aap zara jaldi ban jaate hai
by Mazhar Khan (few years ago!)