Pathan naz apna bache ka naam america rakha
Pathan na apna bacha ka naam america rakh lea . Logo na pocha aap ka dushman ha america aap na apne bache ka naam america rakh lea . Pathan : na kaha hum dunya ko batana chahta ha ka pathan america ka baap ha .
Aur Aes tarah jang shoro ho ge.
America : Hum Chand per jakr jahaz banyge . Pathan : hum soraj pr ja kr naswar banayga . America : Tum jal jaega. Pathan : Hum Pagal nhe hum raat ko jayga.
HAHAHAHAHAHAH.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!) / 1427 views
Similar Jokes
Pathan : meri oulaad nahi hoti.
Dost: aap mazar par dua karo.
Next Year
Dost: kiya hua?
Pathan: Kuch nahi,
Dost: koun se mazar par dua ki thi?
Pathan: Quaid-e-Azam k mazar pe.:
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Interview Dene Gaya Office Ke Door Per Ja Ke Bola.
Santa: “May I Come In Sir?”
Officer: “Wait Please”
Santa: “80 Kg Sir.”
by Pak101.com (few years ago!)
pathan proposed girl with romantic poetry:kutta mar gaya razai me,mai pagal hoon teri judai me.
gobar pay machar beth nahi sakta pathan teray bin reh nahi sakta.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Santa ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Santa ji mat daro, yai tu film hai
.
Santa: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek admi bkrian chra rha tha
Sardar:
vey bkrian kithe le chlla en?
Admi:
inhen school chorne ja rha hun
Sardar:
Menu pagal smjhia e?
Aj te atwar a.
Happy sunday!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
2 ullu ped par ulte tange the
.
.
.
.
acchanak unme se 1 sidha khada ho jata hai
.
.
.
1st ullu - kya hua?
2nd ullu - kuch nahi chakkar aa gaye
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ghalti Se Motorcycle Qabristan Me Le Gya
Aur Bola- Ye Pehli Sadak He
Jis pe Itne Speed Breakers He
Aainda Hm Is Sadak pe Nai Aayega
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Class Teacher Ne Students Ko
"MY CLASS TEACHER"
Pe 10 Line Likhne Ko Kaha
Thori Der Bad 1 Student Ne Uth Kr Pucha:
Sir'Kanjar' Ko English Me Kya Kehte Hain? :-P
by Pak101.com (few years ago!)
During The Match,
Batsman LBW Hua:
1 Pathan Doosre Se: Log Hum ko Pagal Samajhty hain,
Yahan to Sab Pagal Hain,
Lagi Batsman ko hai Aur Cheekh Bowler Raha Hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Mumy ye schol kya hota H
Beta ye wo jagah he
jaha parent ko luta aur bacho ko pita jata he
by Pak101.com (few years ago!)