Bus train and ladki
Boy : Bus, Train and ladki ek jaise hote hai. ek jatihai to dusri aa jati hai.
Girl : Auto, Taxi aur ladke ek jaise hote hai, ek bulao to 4 chale aate hai.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 1287 views
Similar Jokes
Teacher:Wo Kon C Cheez Hay
Jo Insan Ke Izzat Ko Mazbooti
Say Jakray Rakhti Hay?
Sardar Je: MISS
"NARRA"
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bete Ne Rote Hue Apne Baap Se Puchha: “Papa Aap Jaise Mujhe Marte Ho, Waise Dadaji Bhi Aapko Marte The Kya?”
Baap: “Haan Beta, Bilkul”
Beta: “To Ye Khandani Haramipana Kab Tak Chalega“
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar With Dentist
Kia Dard K Bagar Daant Nikaal Lete Ho? Doctor: Nahi
Sardar: Mein Nikaal Leta Hon
Doctor: Wo Kaise?
Sardar: He He He He
by Pak101.com (few years ago!)
Pappu: Sir English Ke Teacher
English Me Baat Kerty Hen Aur
Urdu Ke Teacher Urdu Me..
.
Magar Aap Math Ke Teacher
Ho Ker Urdu Me Baat Q Kerty Hen.??
Teacher: Ziyada 3,5 Mat Ker Aur
9,2,11 Ho Ja. Warna
6 Ke 36 Nazar Aaen Gy Aur
32 Ke 32 Bahar Aa Jaen Gy..
Pappu: Sir Aap To
Urdu Me Hi Baat Karen,,
,
Math To Zaleel Ker K Rakh Deti Hai.. :-D
by Pak101.com (few years ago!)
Tahirul Qadri said
Main shaheed hone ke liye tayyar hm mager mujhe security di jy
(Taherul Qadri)
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Santa & Banta were going with their friend on one scooter & a traffic cop tried to stop them. Santa said: Sorry bhaji, already 3 baithe hain bilkul bhi jagah nahin hai...
by Mohammad Ali (few years ago!)
Sardar running after bus finaly catch it & Asks Driver
Yeh bus teri Maa lagti hai?
Driver: N0
Teri behain lagti hai?
Driver: N0
To Fair charn q Nai denta
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa: Main ek baar jungle mein susu karne gaya toh waha per Sher tha.
Banta: Phir kya hua?
Santa: Maine Sher se kaha, “Pehle tum karlo, mera toh ho gaya hai.”
by Pak101.com (few years ago!)
1980
Enginr sahb ka ghr konsa h?
wo jo bada bngla h,wo"
2010 "xcuse me,
yha engineer ka ghr konsa h?
"abey kisi b ghr me ghus ja. ek na 1 to hoga
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Tution sir:
Abey Gadhey, Homework kyun nahi karta hai tu!
Modern Student:
Tameez Se Baat Kar, Saale Customer se aise baat karte hai kya?..?
by Pak101.com (few years ago!)