mere padosi ka bachcha gum gaya
Santa:-mere padosi ka bachcha gum gaya.
Banta :- achcha to tumne kya kiya?
Santa:-maine unse kaha ki google per search kar lo.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 783 views
Similar Jokes
Sardar apne GF kay paas jata aur baar baar gir jata. Jub who tesre dafa girra to us ke GF kehte sardar jee aap yeh kya ker rahe hain? Sardar kehta: I am falling in luv with you.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband:Meri Ami aa rhi hen kuch bana lo
BV ne MU bana liya:-/
Next Time..
BV:Meri ammi ayi hui hain aap please bahir sy kuch lay ayen
husbnd gayaa or
Raksha ly aya..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pappu prays 4 2 hours daily
Hey Bhagwan meri lotery lagade!
After 1 hour bhagwan angrily appears & says
"ticket to lele bhikaari"
by Pak101.com (few years ago!)
High Level Insult
Aik bacha park mai bench pe betha
1 k bad 1 toffee kha rha tha.
Pas bethi 1 orat boli:
Jo ziada metha khatay hen
wo jaldi mar jatay hen.
Boy:
ap ko malum hay meri dadi ki age 106 saal thi.
Orat:
wo metha kam khati hongi.
Boy:
nahi,
Wo apny kaam se kaam rakhti thi...:P :D
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Baniya : Kal tumhare mayke jane ke baad raat ko chor aa gaye. Unhone
mujhe khub pita aur murga bhi bana diya.
Wife : To kya aapne shor nahi machaya.
Baniya : Mein kya darpok hu jo shor machaunga!!
by Pak101.com (few years ago!)
SON: Abba idher AA.
MOTHER: Aise nai boltey beta, Abba ko izat ke sath bulate hain.
SON: Abba Izzat k sath idher aa ja
by Mazhar Khan (few years ago!)
Interview main Sardar se pocha gaya: ek African lady jo kano se kuch nahi sun sakti ho usay kia kahain ge?
Sardar: Black Behrry
by hearthackervsgirls (few years ago!)
During The Match
Batsman LBW Hua..
SANTA:
Log HumE Pagal Samajhte Hain..
Yaha To Sab Pagal Hain..
Lagi Batsman Ko Hai Aur Bowler Cheekh Raha hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Insaan wahi hai jo dusron ke kaam aaye.Student: Par Ma'am exam mein to na aap hamare kaam aati hain aur na dusron ko aane deti hain
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Admi Apne Bete Ko Buri Tarha Se Maar Raha Tha
Sath Wale Padosi Ne Ye Dekha To Hairan Hoke Uske Pass Gaya Aur Bola
Padosi: “Arrey Itna Kyun Maar Rahe Ho Bechare Ko?”
Aadmi: “Kal Isska Result Aane Wala Hai Or Mujhe Aaj Tour Pe Jana Hai Socha Kal Ka Kaam Aaj Hi Kar Loon.
by Pak101.com (few years ago!)