Hansband Versus Gadha
Difference between Husband nd gadha.
Ans:Husband gadha ban sakta hai,
but
Gadha itna bhi gadha nahi k husband bane!!
by Pak101.com (few years ago!) / 974 views
Similar Jokes
Boy:Mai Tuje Bangla Dilauga,Car Dilauga,Gold K Dhair Laga Duga
Girl:Shaam Ko Park Aaoge
BOY: nahi,aaj CYCLE repairing ko di hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Husband 2 Wife:
Parda Karlo Aagey Sindhiyon Ka Area Hai Thori
Dair K Baad
Wife 2 Husband: Ab Tum Parda Karlo Aagey
Pathano Ka Area Hay
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: Zindagi mein bahut si aisi choti choti cheezein hain jo bahut bada dard de jati hain
Banta: Wo kaise?
Santa: agar yakin na ho to alpin per baith kar dekh.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Mere Dada ne 1857 ki jung mein 8 dushmano ki taangein kaat di thin..
Dost: Gardanein Q nahi kaatin?
Sardar: Wo koi pehle hi kaat gaya tha..
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan apny Jaib mai Pathar dal ke Ja raha tha
.
Kesi ne pocha: Esa kion kar rahy ho?
.
Pathan: es dunia mai us ki Qadar hoti hai, jes ki Jaib bhaari hoti hai.
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Man: Sardar jee aap ko garmi lagti hai to kya karte ho?
Sardar: AC k paas ja k baith jata hun
Man: Agar phir bhi garmi lage to?
Sardar: To A/C on kar leta hun
by Abdul Basit (few years ago!)
Techar:shadi me dulhan ko ghungat me q rakha jata hai?
Student:ta keh kisi k munh se ye na nikal jae aby ye to meri wali hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Dulha ne apni dulhan ka ghongat uthaya to wo boht kali nikli
Dulha bola ,
.
.
.
.
.
.
tum ne pepsi lene nai jana?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
5 pathan aur 1 Behari Helicopter ki Rasi sy latky
Huy thy,
.
Pilot ny kaha Load ziyada hy 1 fard ko Koodna
hoga,
.
Ye sun kar Behari ny kaha K Rasi ko Chorny ki
Qurbani me deta hun!
Taaliyan
Ye sun kar saray PATHAN Taaliyan Bajane Lagy
Moral:
Jo na kate aari se.
Wo kte behari se.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pathan Bank lootny gia, Gun dikha kar sara paisa loot lia
Lekin Us ke hath kuch nahi aya
.
Kion?
,
Kionke Sara paisa us ne manager ko de kar kaha: "Yai sare paise maire account mai jama kardo"
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)