Sardar
1 sardar ne nayyi chaddi li
Gawon mai sab ko dhoti uta kar kaha mairi nayyi chaddi dekh len
.
Ghar aya tu dekha chaddi almari mai pari thi.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 931 views
Similar Jokes
Friend: Tumko Sharam Nahi Aati Tumhara Baap Tailor hai. Aur Tmhari Shirt Phati Hui Hai.
Sardar: Sharam to Tumko Bhi Nahi Aati.
Tumhara Baap Dentist Hai or Tumhara Bhai Bina Dant k Paida Hua!
by Pak101.com (few years ago!)
haadi Me Dulha K Saath Barati Kyun Jate Hain ?
.
.
.
.
Kyun K Log Kehte Hain K Kisi K Sukh
Main Jao Na Jao
Par
Dukh Main Zarur Jana Chahiye … ;-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Lady Doctor PATHAN se
Tum Roz Clinic k Bahr khre ho k Aurton ko Q Ghurte ho?
PATHANAp hi ne Bahir Likha hwa he
AURTON KO DEKHNE ka Time 9 sy 12 tak hai..,
by Pak101.com (few years ago!)
Dentist ki beti boy frnd se:aj kitna acha moqa tha tm mere dad se shadi ki bat ker skty thy
Lrka:Bs aj b mera hosla nhi hua khmoshi se 1 or dant nklwa kr agaya
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teen choroon ne mil ker aik jagha chori ki. Paise apne thikane per le ker aaye to aik dosre se bole pahle paise gin lety hain phir aaram karte hain. In main se aik chor ne ye kaha.
Bhai mughe to neend aarahi hai main to sota hoon, lakin tum log be imaani na karna kiun keh mujhe subha ka akhbar parhr ker bhi chori ki raqam ka pata lag jayega k hum ne ketne raqam churaee hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Shadi k Dosre Din Baiti apni maa Se: Aaj mairi Unse Larayi Hogayi
.
Maa: Baita Shadi mai Jhagry tu Hotay Rehty hain, koi baat nahi
.
Baiti: Wo tu Theek hai Par Ab Laash ka kia karain?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Munna Bhai: Aay circuit, baapu bole toh gandhi ji
kapde kyu nahi pehantay thay?
Circuit: Bhai bole toh bapu bhi us time ke Salmaan
Khan thay!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa - mere frnd ne chupke se mobile se meri gf ka no. Le liya..
Banta - phir kya hua..?
Santa - bewkoof aj tak apni hi behan ko romntic msg bhej raha hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Girl:meri skin soft hai or color fair.me kia laga k soya karun?
Docter:kundi laga k soya karo.
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan:
Mobilink compny me job lenay geya
Pehlay hi sawal k jawab par
use mar mar kr bhaga dia geya
Swal tha:
Sab sy mashoor Network kis ka hay?
Pthan:
AL-QaiDa ka
by Tanveer Hussain (few years ago!)