Ek deewar par likha tha
Ek deewar par likha tha 'Yaha kutte susu karte hain' Santa ne waha susu kiya. Fir muskura kar bola-ise kehte hai dimaag, susu maine kiya naam kutte ka aaya.
by Pak101.com (few years ago!) / 1101 views
Similar Jokes
Party mein uss waqt sannatta chha gaya
jab Meera ne kaha
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
"Waiter mere drink mein snow daal do"
by tahir bashir (few years ago!)
Ustad Ji Bachon Ko English Sikha Rahy Thy..
Ustad Ji: Meeday Tum Batao Ye Kiya Hai??
Meeda: Pata Nai Ustad Ji.
Ustad Ji: Ye "M" Hai, Is Se Maa Ata Hai
Jese Tumhari Maa..
Ab Ustad Ji Ny Sheeday Ko "W" Dikha Ker Pucha:
Batao Ye Kiya Hai??
Sheeda Ghor Se Dekhtay Huwe:
Ustad Ji Lagti To Ye Meeday Ki Maa Hai,
Magar Sar K Bal Khari Hui Hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Maalik Nokar Se: Is Mehngai K Dor Me Parathay Pe Is Qadar Ghee?
Kya Hogya Hai Tumhe?
Noker: Maaf Kijiye Ga
Ghalti Se Mera Pratha Apke Pas Agya Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Memon Aur Chinese
May 12, 2008 Author: admin | Filed under: Latest Jokes, Memon Jokes
Train Mai 1 Machar 1 Chinese Ke Sar Pe Betha
Wo Usko Pakar Ke Kha Gaya!
Phe 1 Machar Memon Pe Beth Gaya
Usne
Pakar Ke Chinese Se Pocha:
Kharide Ga
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Mera yaar aaya hai chai to bana do.
Wife:
Mein nahi bana rahi.
Pathan
Bana de jab tera yaar aaye ga to mein b bana doonga.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa apni girl friend ko I luv you kehta hai aur gir jata hai.
Girl: Ye kya kar rahe ho? Santa: I’m falling in love.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: What is the name of the capital city of Punjab ?
Pappu: Amritsar.
Teacher: Pappu, you are wrong, you need to focus more on your studies.
Pappu: Please madam, can I ask you a few questions.
Teacher: Yes, go ahead.
Pappu: Do you know Jeeto ?
Teacher: No.
Pappu: Do you know Preeto ?
Teacher: No.
Pappu: Do you know Banto?
Teacher: (Angry) Hell no! Who are all these people and why do you ask ?
Pappu: Teacher, you need to Focus more on your husband.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: My Father Dug The Suez Canal.
Banta: That's Nothing, Have You Heard Of Dead
Sea?
Santa: Yes, I Have.
Banta:My Dad Killed
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Customer: Sardarji lassi me makkhi hai.
Funny Sardar: Oye chupkar dil bada rakh, ye nanhi si jaan teri kitni lassi pee jayegi
by Pak101.com (few years ago!)
Girl: If you will try to kiss me to main shor macha doongi
Boy: Lekin yahan to door tak koi nahi hai.
Girl: I know per formality to karni hi padegi.
by Pak101.com (few years ago!)