Ek larki ne namaz parhi
Ek larki ne namaz parhi aur shadi kay liye dua mangne lagi to sharama geye kahne lagi
“Aey Allah mein apne liye kuch nahi mangti bus meri Ammi ko ek Khubsurat Damaad de de.
.
.
.
Pata he kya hua
.
.
USKI choti behan ki shadi ho gai.
M0RAL: Duaon mein funkaarian nahi kerni chhiyen.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 704 views
Similar Jokes
Santa: mera beta meri baat sunta hi nahi hai
Banta: kyu? itna gamandi hai kya?
Santa: nahi. woh behara hai
by Pak101.com (few years ago!)
masjid mein elaan ho ra tha 1 bach mila hy jin ka hai aa k ly jain
1 pathan masjid gya or bola:hamko b dikhao jin ka bacha kaisa hota hy????????
by sarmad abbas (few years ago!)
Zarin aur Katrina dono hi 1 jaisi aur gori hai kyu Socho Socho Nahi pata na kyuki dono k naam me Rin aata hai Rin de chauka dene wali safedi
by Pak101.com (few years ago!)
Baap: mujhe apni report card dikhao
Beta: Mere dost ne mujhse udhar li hui hai
Baap: Wo kyun?
Beta: Kyunki wo apne parents ko darana chahta hai
by Pak101.com (few years ago!)
Beta-
Me Bada Ho K
Air Force Me Jaunga
Maa-
Mujhe Kaise Pata Chalega
K Ye Mere Bete Ka Plane He?
Beta- Me Guzarte Waqt
Ghar Pe BOMB Fek Dunga
by Pak101.com (few years ago!)
Height of common sense
Techer:Jab Bijli Chamkti Hai
To HmKo Roshni Pehle or
Awaz Bad Mein Q Aati Hai?
Pathan:q K Hamari Ankhen Agey Hen or Kaan Peeche hen;-)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Taxi driver to sardar:-
Sardar ji petrol khatam ho gaya ha gaddi agay nahi ja rahi
sardar: Koi gal nahi gaddi piche lelo
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Man: Sardar jee aap ko garmi lagti hai to kya
karte ho?
Sardar: AC k paas ja k baith jata hun
Man: Agar phir bhi garmi lage to?
Sardar: To A/C on kar leta hu
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Rs. 1000 To Bikhari
Mallika arrived at a Railway Station for a shooting.
Bhikhari: Behanji 1 rupiya dedo. Malika gave him
1000 Rs. Secretary: Why u gave him 1000 Rs..?
Malika: Pehli bar kisine behan kaha!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar:aik din mujhe bahut gussa aya aur me ne zor se dewar pe laat mari aur wo toot gai.
Dost:aby jhoot mat bol
sardar:dewar nai meri laat toot gai thi
by Sabir shah (few years ago!)