BED K Niche Se
Dost:kia BV Se Larai Khtm Hui
2nd dost:Han Ghutne Taik K Mere Pas i Thi
1st:Usny Ghutne Taik K Kya Kaha?
2nd:Yehi K BED K Niche Se Nikal Ao Kuch Nai Kahun gi
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 803 views
Similar Jokes
Pathan: Yra Ye
"Sent Msg"
Kya hota hy
2nd Pathan:Khuda ka Qasam tm to bilkul Jahil ka bacha hy
"Sent Msg"
Ka matlab hay
Khushbu wala Msg
by Tanveer Hussain (few years ago!)
doctor to santa:- apke samne k teen daant tute kayse?
.
santa:- ji biwi ne kadak roti banayi thi…
.
doctor:- toh khane se mana kr dete….
.
santa:- ji wahin toh kia tha
by hearthackervsgirls (few years ago!)
GOLU to MOLU-Meri bakri ne anda diya H
GOLU-Bakri kaise anda de sakti he
M-Abe gadhe Maine APNI murgi ka nam bakri rakha h
by Pak101.com (few years ago!)
Ik Baniya ki chhatri me mori thi.
Sardar Ji: Lalaji umbrella me mori hai, nayi umbrella kharid lo.
Baniya: Arre, baarish ruk jayegi to pata kaise chalega!!
by Pak101.com (few years ago!)
first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya
2nd friend: naheen yaar woh kaisay?
ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Teacher :tell me ur name in english?
Student:after 2 min "long life oven"
teachar:is ka kia matlb hai?
Student:umer daraz bhatti
by Sabir shah (few years ago!)
Man: Oye tera ek dant neela kida ho gaya?
Sardar: Yaar main ink lagayi hai.
Man: Uh kyon?
Sardar: Kyon k aaj
kal BLUE TOOTH bahut mashur hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Yamraj (Gusse me) Yamdut se: Mene Tuje Kaha Tha Ki "Ja.. Pan lekar aa."
.
.
Aur tu Gadha,
.
.
.
.
"Japan" lekar Aa Gaya..
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:
Larkiyan Bhi Ajeeb Hoti Hain
Baat Karo To Thappar Marti Hain
Pathan:
Yeh Tumne Bilkul Sahi Baat Kiya
Larka Hi Acha Hota Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Aik bewakoof ne apne dost se kaha : Main ne aaj railway walon ko bohat dhoka dia hai. Dost : acha woh kese ? Bewakoof : woh aise ke main ne wapsi ka tiket to khareed lea hai magar wapis geya hi nahin...
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)