Nokia Connecting Peepal

Teacher:
Agar Do Peepal K Darakhton Ko
Aik RaBi Se Baandh Diya Jaye
To Us RaBi Ko Kya Kahen Ge?
Sardar:
Us Rabi Ko Bolenge
“Nokia”(Connecting Peepal):-)

by Pak101.com (few years ago!) / 893 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Boys ka common sense zero

Boys ka common sense zero hota hai
Kaise?
.
... .
.
.
Gents toilet me likh ker ayein gaye "SONI I Love
U"
Ab kya SONI wahan padne jaye gi . .?

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Nahi Tumhari Behn Se!

Boy Friend:
Tumhare Ghar Gaya Tha
Mujhe Nahi Lagta K Humari Shadi Hogi

Girl Friend: Kiyo Mere Papa Se
Mile Thai Kia?

Boy Friend: Nahi Tumhari Behn Se!

by Pak101.com (few years ago!)
removinga wheel from his auto.

Sardar was busy removing
a wheel from his auto.
A man asks sardar why are
you removing a wheel from your auto.
sardar : Cant you read the board.
Parking is only for 2 wheeler

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Batao Saal Me Kitne Mausam Hote Hain?

Teacher: Batao Saal Me Kitne Mausam Hote Hain?

Student: Sir 4 Mausam.

Teacher: Kaun Kaun Se?

Student: Hartaal, Election, Imtehanaat, Hungame.;-)

by Pak101.com (few years ago!)
Laloo aur Rabri ik dusre se

Laloo aur Rabri ik dusre se gussa the aur apas me baatcheet nahi kar rahe the.

Laloo ko subha kahi jana tha. Voh Rabri ke bed ke pas ik note rakh deta hai: "Humko kal subhe paanch baje utha dena."

Agle din Laloo ki neend subhe 8 baje khulti hai. Uske talbe par note likha hota hai: Dear Husband Paanch baje gaye hai, uth jao!

by Pak101.com (few years ago!)
Funny

2 kaleyaur aik pakistani ja rhy thy.un ko pari mili.us ny kaha mein t0m sub ki aik aik wish p0ri karo gi.

Pahla kala..mjy g0ra kar do.pari ny usy g0ra kar diya

D0sara kala.mjy bi g0ra kar do.pari ny usy bi g0ra kar diya.

Pakistani khara hans raha tha.pari ny us sy kaha..hanso mut.apni wish btao.

Pakistani..in dono ko phir kala kar do....

hahahahahaha.

Geo Pakistani

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Fact of Class Room

Fact of Class Room:
Jab Professor Tumhain Class Se Baahar Nikal Dey

To Samajh Lo K Tum Taraqqi Kar Rahe Ho. Coz

He Might be Afraid That You Know More Than Him!
Be Positive. :-)

by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Aur Pandit Ki Wartalap

SARDAR 2 PANDIT-Ap k sir pe Choti q H?

PANDIT-Is se Mere Dimag Me Vichar Aate H

SARDAR-Sala Idhar to pura TATA-SKY Laga H
Fir B kuch nhi ata.

by Pak101.com (few years ago!)
College join Kyu Nai Karte ??

Kutte Engg. College join Kyu Nai Karte ??
.
.
.
.
.
.
.
.
Kyunki Woh Pehle Hi Kutto Ke Zindagi Jee Rahe Hote Hai

by Pak101.com (few years ago!)
Ek Baat Batao Aisi Kaunsi Cheez

Ek Baat Batao Aisi Kaunsi Cheez Hai Jiske Phatne Pe Aawaz Nahi Hoti….
.
.
.
.
.
.
.
.
Doodh
Hamesha Non Veg Mat Socho!!

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Summer vocations

5000 sall

Plz Naha Lo Yaar

I saw someone in coffie shop

Teacher: Batao Haathi or Gho..

Ek 10 saal ka bachcha bahot

After robbing d Bank

Ye tumhara dost phool sunghn..

Ken

Always Kisses His Wife

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook