Munna Bhai M.B.B.S On Practice
Munna Bhai nay pehlay din office khola to bara khush tha. Us ki secertary nay bataya ke bahar aik aadmi aaya hai.
Munna bara khush hua aur usay andar aanay ke liye kaha. Us ke andar aanay say pehlay Munna nay socha ke us par impression dalna chahiye aur phone utha ke batien karnay laga.
Haan Haan, 500 rupay fees hai, apun 10 baje tak betha hai idher, is say late nahi karnay ka, apun bahut busy hai.
Us ke baad us nay phone rakha aur aanay walay say poocha 'Beth na Maamoon, apun teray liye kya kar sakta hai.
Man: Mien yahaan phone sahi karnay aaya hoon.
by Pak101.com (few years ago!) / 972 views
Similar Jokes
Teacher:-Ganga, Jamuna,Saraswati or Kaveri, India kinadiyan hain, Pakistan ki nadiyon ke naam batao…....
Santa:-Rukhsana, Farzana, Rihana, Rizwana !!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Woh kya cheez hai jo haathi
jitni badi hai magar uska
wazan kuch nahi hota.? .
.
.
... ... ... .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
nhi pata ??
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Ans: Haathi ka saya............. :p lolz
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:Sister muje 1 bottle blood dedo
Nurse:Blood grouP bolo
Sardar:konsa b chalega
Nurse:kaise chalega?
Sardar:Galfrnd ko love letter likhana h........
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: ladki phasani ati hay
Banta: nahi
Santa: 1 kagaz ka jahaz bana, use class me uda
Jab Mam puche to ladki
ka nam laga de
BAS FAS GAI LADKI
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Parhayi 2 tara se ho sakti hai
1- Shoq Se
2- Dar Se
Par shoq tu hamain hai nahi
Owr Dar hamain kesi ke baap se bhi nahi
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Dctr.:Apke 3 daant kese toot gaye?
Pappo:Wife ne karak roti banai thi
Dctr:To khane se mana krdete.!
Pappo: Ji wahi to kiya tha
by Pak101.com (few years ago!)
Makan Malik : Rs 700 kiraya hoga.
Kirayedar : Thik hai. Lekin aapke makan me chuhey nach rahe hai.
Malik : To saale 700 me kya Sheela nachegi?
by Pak101.com (few years ago!)
ROGER FEDRER: I HAVE GRET KNOWLEDGE ABOUT TENNIS, U CAN ASK ANY THING.
PATHAN: OK TELL ME , HOW Many HOLES R THERE IN A NET ?
by Mohammad Ali (few years ago!)
Khuda kare ke tum zindgi me bahut aage bado..
itne aage bado ke jisase bhi milo wo kahe...
.
.
.
“Chalo bhai aage bado..chutta nahi hai..“
by Mazhar Khan (few years ago!)
Patni: Suno ji mere saath tumhare dus saal kaise beete?
Pati: Ek second ki tarah.
Patni: Agar main tumse 10000 rs mangu toh kaisa lagega?
Pati: Chavnni ki tarah.
Patni: Jara 10000 rs dena toh
by Pak101.com (few years ago!)