Maa Ulti Kaise Ho Gayi
Teacher : Santa batao M for kya hota hai?
Santa : Sir, Mother!
Teacher : Right! Aab batao W for kya hota hai?
Santa kuch sochne lagta hai
Teacher : Santa kya soch rahe ho?
Santa : Sir, mein yeh soch raha tha ki Maa ulti kaise ho gayi?
by Pak101.com (few years ago!) / 867 views
Similar Jokes
Ek admi ne zindagi se tang aa kar kaha
"Es zindagi se tu Mout achi hai"
.
Ek dam farishta aya owr bola ke "mai tumhy lainy ayah on"
.
Admi bola: Lo ab insaan mazak bhi nai kar sakta
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
court me faisla hua 90% pathan bewakoof hote hn
is pr pathano ne kafi shor machaya
phir faisla hua 10% pathan bewakoof nh hote tb ja
kr mamla thanda hua
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Kitna Roya tha wo,
mehbooba ko Mobil Gift kar k
dost ...
Raat k 3 Bajey tk wo Sunta raha
?
?
?
?
?
?
?
?
"Aap ka Mtlooba Number
Doosri call pr Masroof hy...Smile
by Mazhar Khan (few years ago!)
Doctor ne aik pagal se poocha:
Tum chat se kyu latak rahe ho?
Pagal: Main aik bulb hoon...
Doctor: Tum jal kyu nahi rahe?
Pagal:
Bewakof...!!
Ye Pakistan Hai,
Light Gai Hui Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Maan…………. “Hamid kiun ro rahe ho?”
Hamid…………..”ammi master saheb bimar the aur wo ………..wo ………..”
Maan………….”Kia hoya margaye kia be chare?”
Hamid………….” Aji kahan margaye………….tandarost hogaye hain.”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Love Marriage Ka Matlab Apny boyFriend Ko husband Banana
Arrange Marriage Ka Matlab ?
KiSi Or K boyfriend Ko Apna husband Bnana.
Toba Toba. . .! :o :p
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: Yaar Mai bhaut Pareshan hu
banta: Kya hua?
Santa: Yaar shubha se koi
Battery Low se miss call kar raha hai or No. bhi nahi aa raha hai
by Pak101.com (few years ago!)
Santa chhilke k sath Kela kha raha tha.
Banta: chhilka to utar de...
Santa: kya jarurat hai, mujhe pata hai ki andar KELA hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Dunya main woh kon si 2 cheezen hain jo ek doosray k baghair nahi reh saktin? Aur dono bekaar hain?
Socho
Aur Socho
Pathan aur Naswaar.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Bas Stop Pe Pappu Ek Ladki Ko Taad Raha Tha
Ladki Ne Usko Tokte Hue Puchha
Ladki: “Mujhe Aise Kyun Dekh Rahe Ho? Tumhari Koi Bahan Nahi Hai Kya?”
Pappu: “Hai Na, Isliye To Dekh Raha Hu”
Ladki: “Kyu?”
Pappu Muskurate Hue Bola: “Wo Kya Hai Ki Meri Bahan Ko Ek Bhabhi Chahiye“
by Pak101.com (few years ago!)