Teacher: santa, batao ki jawani
Teacher: santa, batao ki jawani aur budhape me kya fark hai? ? ?
. . . .
santa: teacher g , jawani main mobile mai hasino ke number
hote hai aur budhape me haqimo ke.
by Pak101.com (few years ago!) / 820 views
Similar Jokes
Pappu: Darling Ro Kyun Rahi Ho ?
Pappu’s Wife: Meine Itni Mehnat Se Aapke Liye Sandwich Banaya, Aur Dekho Yeh Kutta (Tommy) Kha Gaya…
Pappu: Tum Tension Mat Lo, Mein Tumhare Liye Doosra Tommy Le Aaunga
by Pak101.com (few years ago!)
aek pthan jab kam pr aya to us ny apny dost sy kaha mein aj apni wife ko kiss kr ky aya hoo
to us ka dost bola usy to mein ny bhi kiss ki to pthan bola pehly to mein ki thi na...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa & Banta watching match
Dhoni ne 6 mari
Santa- dekho dekho Goal hua.
Banta- abe tu pagal hi rahega Goal isme nhi
CRICKET me hota hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek pagal ne ek aadmi ko thaper maara.
Dono ko adalat mein le jaya gaya to judge ne pagal ko saza sunayi k tum 5 rupay jurmana adda karo ge.
Pagal ne 10 rupay de kar ek thappar judge ko bhi maar diya.
Aur kaha.
"Dono 5..5 rupay le lo.
Mere paas khullay nahi hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan sharab peeta raha or rota raha.
Ek admi ne pucha:
"kya huwa khan sahab?"
Pathan: "jis larki ka nam bhulana chahta hon uska nam yad nahi aa raha&qu
by Pak101.com (few years ago!)
Mumy ye schol kya hota H
Beta ye wo jagah he
jaha parent ko luta aur bacho ko pita jata he
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: what will u give me as reward if i climb Mt.Everest? Girl: A push.
by khalid hussain (few years ago!)
GF: Mera Mobile Maa K Pas Rehta Hai
BF: Agar Pakdi Gai To?
GF: Apka Number “Battery Low” Nam Se Save Hai, Jab Bhi Apka Phone Ata He Maa Kahti He Charge Kar Le Beta.
by Pak101.com (few years ago!)
Pakistani moli kha raha tha pas se angreez guzara us ka hath laga aur moli hath se gir gai.
Angreez:sorry
pakistani:sari chor me tujhe aadhi bi nai dun ga
by Sabir shah (few years ago!)
Height Of Common Sense
Techer:
Jab Bijli Chamkti He To Hum Ko Roshni Pehly Or
Aawaz Bad Me Q Aati He
Pathan:
Kiun K Hamari Ankhen Aagy Hen Or Kaan Peechy.
by Pak101.com (few years ago!)