aba Ji Ki Is Baat Ko Palle Bandh Lo

Baba Saxidas Ki Baat Pe Zara Gaur Farmaiyega. Ladki Ki Hasi…..

Aur Kutte Ki Khamoshi Par Kabhi Bharosa Nahi Karna Chahiye.

by Pak101.com (few years ago!) / 917 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Laloo's Son: Papa, aapki shaadi me

Laloo's Son: Papa, aapki shaadi me kitna kharcha aaya tha?

Funny Laloo: Meine kabhi hisab nahi lagaya, par mein aaj tak uss ke liye pay kar raha hu.

by Pak101.com (few years ago!)
900 chuhay kha k bili

Teacher Fill in the blank 900 chuhay kha k bili ______chali.

Sardar 900 chuhay kha k bili holi holi chali.

Teacher oye tenu pata nei eda ki jawab ay?

Sardar Me tuhada lehaaz rakhya A tusi mere master ho

Nei te 900 chuhay kha k te bili hil v nei sakdi ! ! !

Me te fer v holi holi tor diti Ay…

by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa ke gao me nadi pe bridge banaya gaya.

Santa ke gao me nadi pe bridge banaya gaya.

Builder: Bahut achcha ho gya na

Santa: Haan ji
Pehle dhoop me tair k nadi paar krte the
Ab chhaoon mein tair ker paar kerain gay

by Mohammad Ali (few years ago!)
Bhagwan ko gussa kab aata hai?

Bhagwan ko gussa kab aata hai?
A. jab koi ladki shaadi se pehle pregnant ho jaye, aur uski maa
Kahe “hey bhagwan ye tune kya kiya”.

by Pak101.com (few years ago!)
All happy Husbands behave like

All happy Husbands behave like Amir Khan in Ghajini -
Biwi ki sunte hain,
Samajhte hain,
Aur.

15 Minute ke Baad sab Bhool Jaate Hain.

by Pak101.com (few years ago!)
Hotel Ka Khana

Customer :
Bhai Kab Se Wait Ker Raha Hoon
Khana Abhi Tak Tayyar Nahi Howa?

Hotel Wala :
Sir Kahana Tu 3 Din Pehlay Se Tayyar Hai Bas Gharam Ho Raha Hai

by Pak101.com (few years ago!)
Aapne Kabhi Socha Hai

Aapne Kabhi Socha Hai Lofer Aur Offer Mein Kya Antar Hota Hai
Simple Hai Yaar….

Ladka Agar I Luv U Boley To Lofer Aur Ladki Bole To Bhaiya Offer !

by Pak101.com (few years ago!)
Papa: Beta, tum fail ho gaye

Papa: Beta, tum fail ho gaye. Mene to kaha tha na ki agar tum 12th pass ho jaogey to mein tumhe motorcycle dilaunga.

Beta: Mujhe pata hai papa.
Papa: phir tu fail kaise ho gaya?
Beta: Mein motorcycle chalana sikh raha tha.

by Pak101.com (few years ago!)
Santa 100 ke note par likha

Santa 100 ke note par likha number dial kar raha tha.

Banta – Ye tum kya kar rahe ho?

Santa – Yar me dekh raha
hu ki Gandhiji to chale gaye par unka mobile kiske paas hai.

by Pak101.com (few years ago!)
Rs.50 mila

Pathan: Aye Khuda tu mujhe Rs.100 dega to hum tumhari raah main Rs.50 dega.

Rastay main usay Rs.50 mila to Pathan bola: Ya Khudaya itna bhi bhrosa nahi kya pehle he kaat liya.

by Abdul Hannan (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Plz-Try-Letter

Height Of Shock:

Go To The Hospital

Words

When asked What is a conting..

Papa to Santa

Sardar Had Twins

EK KHUBSURAT LADKI

Husbund Ko Itraaz Nah ho

Santa aur banta ko 500 ka ek..

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook