Papa: Beta, tum fail ho gaye
Papa: Beta, tum fail ho gaye. Mene to kaha tha na ki agar tum 12th pass ho jaogey to mein tumhe motorcycle dilaunga.
Beta: Mujhe pata hai papa.
Papa: phir tu fail kaise ho gaya?
Beta: Mein motorcycle chalana sikh raha tha.
by Pak101.com (few years ago!) / 1454 views
Similar Jokes
Faqeer:ary kuch dedo bahut bhoka hun.
Memon:100 ka note dekhate howe 50 hain tere pas
faqeer:han hain
memon:pehlay wo to kharch kar le.
by Sabir shah (few years ago!)
Q: Why are hurricanes normally named after women?
A: When they come, they are wild and wet. When they go, they take your house and car with them.
by Pak101.com (few years ago!)
Mallika Sherawat Shalwar ke neche kiya pehnti hai? Any Idea!!!!!!!!
Malika Sherawat shalwar ke neche chapal pehnti hai kyunki,joggers to shalwar k sath suit nai karty
Waisy aap kia soch rahe the Naughty Mind.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Aadmi Ne Pappu Se Puchha.
Aadmi: “Beta Tumhari Umar Kya Hai?”
Bachha: “Ji, Ghar Mein 14, School Mein 12, Train Mein 7 Aur Facebook Pe 19 Saal Ka Hoon“
by Pak101.com (few years ago!)
Do pagal aik train mein safar kar rahay the pehlay pagal nay doosray pagal say poocha.
Pehla pagal: kia aap lahor jayeingay
Doosra pagal nahi mein Lahore jaonga.
Pehla pagal acha mein samjha aap Lahore jayein gay.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa Found Answer 2 d Most Difficult Question
Ever
What Comes 1st dT Chicken Or Td Egg? O Yaar
Jiska Order Pehle Doge
Vo Aayega!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek dafa sardar ne bank se lon lekar car khrid lya but bank ka lon wapas na kar saka.
magar Bank walo ne car wapas lalya.
Sardar:agar pata huta to shadi be bank ke lon se karta.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Pathan Ka Sir Phat Gya
Dr. Ne Us Se Pucha:
Khan Sahab Kya Hua?
Khan: Hum Pathar Se Keel Thonk Raha Tha
Hum Ko 1 Aadmi Bola:
Khan Khopri Istemaal Kro.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa was smoking in front of his father.
His friend- Oye papa ke samne smoking kar raha hai?
Santa- Baap hai, koi petrol pump thori hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar ky duno kaan jal gaye thay
Doctor: Sardar Ji Apky kaan kaise jal gaye?
Sardar: O jee, mai kapray Estri ka raha tha, ke ki Call agayi, mai jaldi mai Phone ki Jagah Estri Kaan ko laga li
Doctor: Dosra kaan kaisy jal gia?
Sardar: Phir Ambulance ko bhi call karni thi na!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)