mba
A Beggar Found Rs. 100/-
.
..
…
He Went To A 5 Star Hotel For Dinner…
.
..
…
Bill Rs. 3000/-
.
..
…
He was unable to pay!!!
.
Manager Handed Him To Police!!!
.
He Gave Rs. 100/- To Policeman & Free!!!
.
Its Called FINANCIAL MANAGEMENT Without MBA
by Zia Rasool (few years ago!) / 925 views
Similar Jokes
Wife: Aap bahut mote ho gaye ho.
Santa: Tum bhi toh kitni moti ho gayi ho,
Wife: Main toh maa banne wali hoon!
Santa: Main bhi toh baap banne wala hoon.
by khalid hussain (few years ago!)
Height Of coolness
Two Friends after finishing the paper, coming out of the exam hall, having a cold drink and talking...
Friend "Dude which paper was it"
Friend "May be maths"
Friend "Hmmm...that means you read the paper?"
Friend "No Man I Saw some one using Calculator :D
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Apne Bete Se-Kya mai Tumhari padhne me help karu
Beta-Nai Dad,Mai Bina Apki Help ke hi fail hona Chahta Hu
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: 4+3=7 aur 5+4=9, ab tum bataao 45+5 kitna hua?
Student: Kya sir? aasaan sawaalo ka jaavaab aap de diye aur mushkil savaal mujhse kar rahe ho
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Pathan Ne Raod Per Khari Car K
Neechay Kuttay Ko Leta Hua Dekha,
To Kuttay Ko Dum Se Khencha Or Kaha:
Bahir NIKAL Bara Aaya
Mechanical Engineer..!
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa:Yaar raat Me Suraj kaha chala Jata he??
Banta:Suraj kahi nahi jata he
Sirf andhere ki Wajah se hum use
Dekh nahi paate
by Mohammad Ali (few years ago!)
Wife:
Jaanu Kash Aap Sms Hotay,
Main Aap Ko Save Karti,
Husband:
Jaan-e-Man, Kaash Tum Ring Tone
Hoti,
Main Her Haftay Tumhe Change
Karta…
by Prince Aurangzeb Tunio (few years ago!)
Marta Hua Pati Apni Patni Ko Bola
Pati: “Almari Se Tera Gold Set Maine Chori Kiya
Tha”
Patni Rote Hue Boli: “Koi Baat Nai Ji”
Pati: “Tere Bhai Ne Tujhe Amanat Di Thi 1 Lakh Wo
Bhi Mene Hi Ghayab Kiye”
Patni: “Mene Aapko Maaf Kiya”
Pati: “Teri Kameti Ke Paise Bhi Mene Hi Chori Kiye
The”
Patni: “Koi Baat Nahi Ji, Aapko Zehar Bhi Mene Hi
Diya Hai, Hisab Barabar“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Eid key agley din do dost aapas mein miley.
Ek dost ney doosrey sey poocha, “Tum ney rozey to rakhey hon gey?”
Doosra dost: “Woh bhayee!, baat yeh hey key beemari ki wajah sey doctor ney rozey rakhney sey mana ker diya tha”
Pehla dost, “Acha eid ki namaz to parhi ho gi”
Doosra dost: “Arey yaar kahan, beemari ney uthna bethna mushkil ker diya tha, namaz kaisey parhta”
Pehla dost: “Acha eid ki sawayyan to khai hon gi”
Doosra dost: “To kia mein eid ki sawayyan bhee na khata? Kia bilkul hi kaafir samajh rakha hey?”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
aik class main maindak ko behosh kerna tha. lakin dawa nahi mil rahi thi.
aik laka: sir meri jurabain sungha dain.
ustad: mendak ko behosh kerna hai marna nahi hai!
by Haseeb Sultan (few years ago!)