Sardar Rishtay K Liye Tasweer
Sardar Rishtay K Liye Tasweer Khicwa Raha Tha
Toh Tasweer Men Gadha B
A Gea Sardaar Nay Yeah Likh Kay Tasweer Bheji
Mein Khabbaay Pase Han.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 596 views
Similar Jokes
Aik makhi ganje k rar par ja baithi dosri makhi :wah! kia ghar mila hai
pahli makhi:abi to plot khareeda hai
by Sabir shah (few years ago!)
Pathan Proposed a Girl.
With a Romantic Poetry
Billi Mar Gai Razaai Mai
Mai Paagal hun Teri Judai Mai,
Pani Mai Machchar Tair Nahi Sakta
GUL KHAN Tere Bin Reh Nahi Sakta.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Lrka lrki se-Jaan muje tumhari ankhon me sari dunya ka nazara nazr ata hai
Larky ka dost bola:
zara dekh ke batao meri bhens kaha hai
by Pak101.com (few years ago!)
Friends Are like “Priya Gold Biscuit” Haq Se maango
Girl Friends are like Pepsi Yeh Dil Maange More
Wife is like a medicine Bas Ek hi kaafi hai
by Pak101.com (few years ago!)
10thClass Student:- I want to Fail in 10th.
Friend:-Dad said If I got 80+ than Science
if less than than Arts
If I fail than I hv to "Marry"
by Pak101.com (few years ago!)
K.E.S.C.MAN.
Bijli Bnd krny ki Niyat:-
Niyat Krtà Hön Me
2 Ghanté Light Band Karné Ki
Wasté Hukömàt K
Zülm Ghrèéb Awàm Pr
Hath Merà Switch Ki Tärf
“YE jay ho”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ak Mareez Ne Doctor Se Kaha,
Main Ek Month Se 50Rs. Ki Rozana Dawa Kha Raha Hoon
Lekin Mujhe Koi Fayda Nazar Nahi Aa Raha,
Doctor: Acha To Main Apko Kal Se 40 RS. KI
Dawai Dun Ga,
Jis Se Apko Roz Ka 10RS. Ka Fayda Nazar Aye Ga.
by Prince Aurangzeb Tunio (few years ago!)
Santa:
Tumhari Car Ka Tyre Kaise Puncture Huwa?
Banta:
Ik Daaru Ki Bottle Iske Neeche Aagayi Thi.
Santa:
Tumhain Bottle Nazar Nahi Aayi?
Banta:
Bottle Us Bande Ki
Jaib Mein Thi
Jo Meri Car Ke Neeche Aaya Tha… ;->
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher : what is the difference between himami and sunami?
Banta : Himami is face wash and sunami is desh wash....
by Pak101.com (few years ago!)
Phone Ki Ring Baji.
Pati: Mere liye Ho To Kehna Mai Gharpe Nahi Hu.
Biwi Phone Utha k : wo gharpe hai
Pati: Mana Kiya Fir Bhi
Biwi : Ji wo mere liye tha
by Mazhar Khan (few years ago!)