Baap : Sharab, Cigarette,
Baap : Sharab, Cigarette, Ladkiyan
Ye Sab Tumhari Jaan k Dushman
Hain..
.
.
Beta : Jo Shakhs Apne Dushmano
Se Dur Bhaage
.
Wo Mard Nahi Hota papa...
by Pak101.com (few years ago!) / 872 views
Similar Jokes
Ek Kutta Ek Car K Neeche Baitha Tha..
.
.
.
.
.
.
Santa Aya Aur Uski Pooch Khechta Hua Bola:” Nikal
Saale Bhootni K..
Bara Aya Mechanical Engineer…
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar: Doctor help me, mein jab baat karta huun
to muje sirf awaaz sunaideti hai, aadmi nahi dikhta.
Dr: Aaisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Murghi ko Kaway se pyar ho geya,
jb Murghay ko pta chala tou wo murghi k pas gaya r bola k muj my kia kami hai?smart hon kaway sy ziyada khobsurat hon tmhari bradari ka hon?
Murghi: Me tmhary jezbat ki qadar krti hon,lakin wo air force my hai
by Pak101.com (few years ago!)
Aaj apni Muhabat ko naya morr dia us ne,
Mere liye baalon ko khula chorr dia us ne!
Pehly hansta tha main monh khol k,
Ab to Aagy wala hi daant torr dia us ne!
Us ne sargoshi ka kaha mai betaab ho gya,
Kaan paas kiya to marorr diya us ne!
Sardian aain to laya malty mehbub k liye,
Malta kha k chilka ankhon main nichor dia us ne!
Bewafai ki had b dikha di ik din us ne zalim,
Milny ghr gya to pechay kutta chor dia us ne:-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pappu ko dost ne dinner pe bulaya.
Pappu jab dost ke ghar aaya toh ghar pe tala laga tha,
Aur likha tha maine bewqoof banaya tumko….
Pappu ne Hoshiyari dikhai or niche likh diya,
“Main toh aaya hi nahi tha”
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Sardar apne Ek Sardar apne Marriage Certificate ko ek ghante se dekh raha tha.
Biwi boli:tussi inni der se ki dekh rahe ho? Sardar:Expiry Date dekh raha hu
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Mrasiyon Ka Baba Mrnay Wala Tha
Us K Gird Sab Khamosh Bethay Thy,
Mahol Sogwaar Tha
Tou 1 Mrasi Bola:
Welay Bethay Aan,
Jidon Tk Baba Mrda Nai Dholki Waja Lo.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Doctor Ki Nurse Se Ho Shadi Hogai
Dost Ne Doctor Se Poocha:
Suna Yar, Kesi Life Chal Rahi Hai?
Doctor:
Yar Kya Kahoon Jab Tak Sister Na Kaho Sunti Hi Nahi Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ek aadmi ne apni saas k pas sanp betha dekha to sanp se bola Meri saas ko dus lo
Sanp_ Aby kiya dus lon? Main to khud is se Zehar EASY LOAD krwane aaya hun !
by tanveer hussain (few years ago!)
Santa Delhi se Meerut ja raha hota hai
Suddenly Santa bolta hai: Jaldi chalao, fast nahi to
hame kachhe raste se jana parega
Driver: Kyon
Santa: are bewkoof padha nahi, Ye sarak to
Haridwar jaane wali hai, pata nahi kabh chali jaye
by Tanveer Hussain (few years ago!)