Wife saw a sign board:
Wife saw a sign board:
Shafon suitRs 25
Coton suit Rs 15
Banarsi suit Rs 18
Wife:Give me Rs 5OOO i will buy 50 suit.
Husband:Andhi. dhobi ki dukan hai
by Pak101.com (few years ago!) / 1006 views
Similar Jokes
1 Sardar ke ghar chor aa gya.
Sardar ne dekha to chor bhaga sardar uske piche bhaga aur bhagte-2 chor se bhi aage nikal gya or bola:- 1 to chori uper se humse race.
by Asim Raza (few years ago!)
SANTA BAR BAR ZEBRA CROSSING PE IDHAR UDHAR CHAL RAHA THA......
.
.
.
.
WO KYA SOCH RAHA HOGA....
.
.
.THINK?
.
.
.THINK.?
SAALA YE PAINO BAJTA KYON NAHI HAI....
by Pak101.com (few years ago!)
1 Bhikhari Ko Lottry lagi to Us ne Mandir banwaya
2nd- Tune Mandir Q banwaya?
Bhikhari- Iske Saamne ab Main Akele hi Bheek manguga..
by Pak101.com (few years ago!)
Police arrested a drunkard & asked:
Where are you going?
Man: I’m going to listen lecture
on ill effects of drinking.
Cop: Who’ll lecture at midnight ??
Man: My wife…
by A. Sami (few years ago!)
Class Mein Teacher Bachon Se Question Puch Rahi Hoti Hai To Santa Ki Baari Mein Teacher Puchti Hai.
Teacher: “Jab Bijli Chamkti Hai To Hum Ko Roshni Pehle Aur Awaaz Baad Mein Kyun Aati Hai?”
Santa: “Kyonki Hamari Aankhein Aage Hai Aur Kaan Piche Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:Aaj kisine mere BAAP ko gaali di.
Patni:Fir?
Santa:Maine bhi uske baap ko gaali di.
Patni:Lekin wo kaun tha?
Santa:Mera BETA..
by Pak101.com (few years ago!)
Exam me teacher ne nakal karne di aur kaha bahar jake na kehna ki meine nakal karai hai.
Santa : Na jee na hum kahenge sir to bahut kamina tha, kutte ne seat se hilne bhi nahi diya!
by Pak101.com (few years ago!)
How did Santa tried to kill a bird??
He took it to the top of a building and dropped it from there to die.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sharabi chaand ki or ishara karke puchhta hai: Ye chand hai ya suraj? Dusra sharabi: Mujhe nahi pata, main bhi iss shaher mein naya hun..!
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ne pressure cooker kharida.
2sray din wapis dene chala gya.
Shopkeeper:- Kyon Khan g cooker thek nahi kya?
Pathan:- Aray nahi baba ghar mein jawan betiyan hen aur ye badtamiz sitiyan marta hai.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)