Race
1 Sardar ke ghar chor aa gya.
Sardar ne dekha to chor bhaga sardar uske piche bhaga aur bhagte-2 chor se bhi aage nikal gya or bola:- 1 to chori uper se humse race.
by Asim Raza (few years ago!) / 958 views
Similar Jokes
Pathan College Mein 1 Black or 1 White Shoes Pehan Aya
Techer: Ghar Wapas Jao or Change Kar K Aao
Pathan: Koi Faida Nai Sir Ghar Pe B 1 Kala oR 1 Safaid Hi Para Hy…
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa ka Padosi Mar Gaya.
Wo Uske Ghar gaya or pucha- Body aa gai kya?
Tabhi Body lekar Ambulance aa gayi.
Santa-Lo Batao, kitni Lambi umar hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan K Paas 1 Mehman Aaya. Pathan Bola: ''O Yara Is Pankhe K Niche Betho Tumhe Sawaab Milega.
Mehman:wo Kese?
Pathan: Hm Ye Pankha Masjid Se Utaar K Laya Hai.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 banda bhagta howa aata hay aur Sardar se kehta hai
bhai jaldi jao tumharey ghar main talaab ka pani ghus gaya hay.
Sardar: Oye kion jhoot bolta hay, ghar ki chabi to meray paas hay.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek kanjoos ko electric current laga...
Uski wife:-
Aap theek toh hai na?
Kanjoos:-
.
.
.
.
.
.
.
.
Mai theek hu... tu meter dekh unit kitne badhe...!! :P
by Pak101.com (few years ago!)
A Lady calls a sardar for repairing door bell
Sardar didn't come for four days.
Lady asks why you come after i repaired my Bell?
He replied: I came & press the bell,button but no body opened the do
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa- “Ab mai kisi ladki ke saamne shaadi ki
baat nahi rakhunga”
Banta- “Kyo… Kya phir kisi ne mana kar diya?”
Santa- “Nahi yaar, ek ladki ne sweekar kar liya hai”
by Pak101.com (few years ago!)
Dosri GF (Second Girl Friend Time)
Ali ne apni girl friend ko date par bulaya,
Wo late aai,
Girl: Kiya mai late ho gai?
Ali: Falak pe chaand sitaaron ko nend aa rahi hai
Dosri ka time ho gaya, tu ab aa rahi hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Golu, Molu se : aaj meri bakri ne pehla anda diya hai! Molu : bakri kaise anda de sakti hai? Golu : arre yaar maine apni murgi ka naam bakri akha hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ladko Ke Fandaa:
Uss Se Bichad Jane Ke Baad
Main To Marne Hi Wala Tha
Ki… Achanak Yaad Aaya,
Abbey Uski Saheli Ne Bhi To Apna Number Diya Tha
Tab Jaan Mein Jaan Aayi.
by Pak101.com (few years ago!)